Re: Timepaas
Theek hai ;)
Re: Timepaas
Theek hai ;)
Re: Timepaas
zaida tang nai karna use
cz use ghussa barhi jaldi a jata hay ![]()
Re: Timepaas
phir to mein karoon ig tang
Its my favorite job:x2:
Re: Timepaas
abi tu aiye aor aap ne khawab daikhne pehle se e start kar diye ![]()
ese kehte hain billi ko chichoroon k khawab ![]()
Re: Timepaas
UZ apppaaa did u see this
http://www.paklinks.com/gs/blogs/is/87622-zenab-anjum-ki-first-birth-day.html#comments
jb tak aap ye daikhian main dant saaf kar k ar pani pi k ata hon
:@:
Re: Timepaas
me back
and me going to sleep now its 4.A.M ar mujhe subah jaldi jana hay office :@:
Re: Timepaas
how come I miss them they are so cute MA
Re: Timepaas
u k comments jo nazar nai aiye mujhe ![]()
Re: Timepaas
ab post ker diye naa
naraaz naa ho
Re: Timepaas
salaamaat...kaise haiN sabhii dost aHbaab? :D
Re: Timepaas
Wassalaam mein theek hoon :D aap lokaan sunaayiye :D
Baqol AMAL ke HOOOOOOOOOOOOOO KAAAAAAAAAAA ALAAAAAAAAAAM HAI
Re: Timepaas
salaaam peplaan-e-timepass ![]()
Re: Timepaas
w salaam...kaise mizaaj haiN? :D
Re: Timepaas
w salaam...kaise mizaaj haiN? :D
Mizaaj achay hain... thanks ... kya horha...
Hoo ka alam kya hota hai... khamoshi hai? ye?
Re: Timepaas
Mizaaj achay hain... thanks ... kya horha...
Hoo ka alam kya hota hai... khamoshi hai? ye?
**bas naak poNchhing aur flue se laRing :(
haan jii "hoo kaa 'aalam" means "eerily quiet" :( aajkal yahaN "hoo kaa 'aalam" hii barastaa hai :(**
Re: Timepaas
ap kum kum anay lagay hain na isliye :p
Re: Timepaas
ap kum kum anay lagay hain na isliye :p
maiN aataa huN magar dusre log kam kam aate ahiN aur aate bhii haiN to Khaamosh rahte haiN :D ab yaahN par Khaamshii par tax lagnaa chaahiye :D
Re: Timepaas
haan mere anay per aisay he saray bhaag jatay hain
socha aj naha he lun ![]()