Re: Timepaas
ehsan bhai aek cup sab ke leeye? ![]()
Re: Timepaas
ehsan bhai aek cup sab ke leeye? ![]()
Re: Timepaas
assalaamo 'alaikum wa raHmatullaho brakatahu, dozaKhul Haraam, jannat ul maqaam…kaise haiN ahl e bazm?
Re: Timepaas
nahin sub kay liye eik eik cup hai. ![]()
Re: Timepaas
Aur saath meiN kuch biskut aur nimko waghera bhi ho jatey to lutf dobaala ho jaata ![]()
Re: Timepaas
Wa 'alaikum wa raHmatullaho brakatahu, dozaKhul Haraam, jannat ul maqaam…theek haiN ahl e bazm ![]()
Re: Timepaas
waah…Khairiyat daryaft karne kaa taraHii mushaa’ira ho rahaa hai … lol…kaise mizaaj haiN?
Re: Timepaas
aj kal lagta hia ap ko fuRsat he fuRsat hai isi lee’ay ap ne kitcheN sambhal lee’a kahiN kitcheN koRneR k mod tu nahi bun gaa’ey ap ![]()
Re: Timepaas
Abhi mitha wali dukaan per phone kiya hai, samosay aur mithai buss aatee hee hogee. :cobra:
Koyal, aab kya karein, yeh din bhi dekhnay thay kay hum kitchen mein hotey. ![]()
Re: Timepaas
Thora jaldi ho jaey to barri meharbani ho gi. KiuNke ke zahir si baat hey ke chaey, paani ke baad abhi aap ko hamaaey leeye lunch/dinner ka bhi to intizaam karna hey na ![]()
Re: Timepaas
masomooN se faida na uthiey lunch auR dinneR ka ![]()
Re: Timepaas
aapko kia DR ne man’a kiyaa hai haanDii chhoone ko? haha
Re: Timepaas
bhai, meri 21st birthday pechlay mahinay guzar gayee hai. Aap late hain. Intezaar farmayein. ![]()
Re: Timepaas
Innhain sirf chai banana aati hay!
Re: Timepaas
jee nahin, aap ayein kissi din mein aap koh gajjar ka halwa banna ker doon ga. ![]()
Re: Timepaas
Aap ki agli 21st birthday kab aaey gi ehsan bhai??? ![]()
Re: Timepaas
koi gup shup ka new link day gha i have old one ghar se tu i can’t even see but gup shup he nazar ata aur na tu post kaR sakti na he reply ![]()
Re: Timepaas
kitni sadiyoN ke ba’d idhar aanaa huaa? lol
Re: Timepaas
Buss chund roz mein. Jald hee announcment ho jaye gee. ![]()
Re: Timepaas
Re: Timepaas
Uttho, jago Pakistan ![]()