Timepaas

Re: Timepaas

Haaan to hamein rishta bhi dhoondna parey gaa tumharey liye ab thats fun part

Re: Timepaas

Haan bhaiyaa shubh shubh bolo please... jo bhee bolo... lol

naah i am is Mrs. Agha read Mississauga lol but we often go past Sarnia when we go to US

Re: Timepaas

UZ aap ka kiya khayyal hay, usnay Fakhta pehlay he dhoondh li hay... bus fakhta kay abba ki manzoori darkaar hay

Re: Timepaas

Kehti to tum theek ho Farra :hmmm: Chalo KKF batao hamein kaun hai woh :asa:

Re: Timepaas

hehehe…horrible combo na? hehe…ok ji…jaisa Hukm :slight_smile:

ahaaN…haN na…ab bhabhi nahiiN karvaayengii rishtaa to kia rqaeeb karvaayeNge? haha

oh to aap bhii haiN Mrs. Agha meN…mere bhii kuchh log haiN udhar…:slight_smile: to next time jab guzar ho to chai meri bhabhi ke haath kii bhii pee ke jaayeN :slight_smile:

**hahaha…faaKhti ke abbu bhi to faaKhta hii huye…ab un se kia lenii permission :slight_smile:
**

**
vo faaKhti hai…haaaaye Allah, sadqe jaavaaN guR khaa ke…roz savere savere babul ke peR kii chhoTii pe baiTh ke kia marsiye paRhti hai…dil karta hai shaheed ho jaauuN usii pe :slight_smile: kia kahne marsiya ke :)**

Re: Timepaas

Fakhti key kaya kehnay :D
OK I am off now Shab bakhair :)

Re: Timepaas

Fi aman Allah Umme Zafeerah

Re: Timepaas

sure...its kinda late now ... fee amaan Allah...shab-ba-Khair :)

Re: Timepaas

idhar kya horha hai :rolleyes:

Re: Timepaas

**
abhi to kuchh nahiiN ho rahaa…sanaaTaa hai…ab aap aa gaiiN to kuchh ho jaayegaa…chai piyengii?**

Re: Timepaas

chaye pee lain gay … sath mai bhi kuch milay ga? :blush:

Re: Timepaas

**
hmmm…chai ke saath vaai mil saktii ahi magar ek shart pe k aapko ek 'adad she’r sunaanaa hogaa :slight_smile: she’r bole to, manzoor hai?**

Re: Timepaas

chai kay sath vii to free ajati . iskaliye mai koi shair nahi suna rahi :snooty:

Re: Timepaas

**
mem saab, FREE ke zamaane lad gaye lol…ab to yeh 'aalam hai k…aaj naqd kal saamaan le jaaiyegaa…prepaid delivery hotii ahi hehe**

Re: Timepaas

:hehe: lakin hamry time pass mai asa nahi hota :snooty:

Re: Timepaas

**
ab is hone, na hone meN hamaarii chai ThanDii ho jaayegii si liye bismillah kijiye. garam garam chai pe ek gaanaa yaad aa gayaa:

aaheN na bhar ThanDii ThanDii, Khatre kii hai yeh jhanDii
naram naram haathoN se, garam garam chai pee le

**

Re: Timepaas

sorry .. abhi mai ye song nahi sun sakhti :(

lakin ap nay post kia to acha hi hoga :)

Re: Timepaas

:salam2: all

Re: Timepaas

w.salam,
kya mai b a jaon,mujhe b chaiye peene ka bachpan se barra shoq hai :@:

Re: Timepaas

Lijiye sub :chai: piyeen