Yeh Judaiyon Ke Raste Bari Door Tak Gaye Hain
Jo Gaya Woh Phir Na Aaya Mere Baat Man Jao
"Wao" ;)
Yeh Judaiyon Ke Raste Bari Door Tak Gaye Hain
Jo Gaya Woh Phir Na Aaya Mere Baat Man Jao
"Wao" ;)
Woh meray hain kay nahin ,main ye sochta hi nahin
yahi bahut hai kay ehwaal poch letay hain!
Yeh Zindagi Tau Hai Mela Udass Lamhoon Ka
Saja Huwaa Hai Yahi Karobaaar Sadyoon Ka
"Alif"
Itna tuta hoon kay choonay say bikhar jaonga
ab agar aur dua dogey tu marjaoonga!
Yeh dard ke tukrey hain ashaaar nahi saahil
Hum kanch ke dhagon mein zakhmoon ko pirotey hein
"Noon" Thank GOD :)
Na shikaayatein, na gilaa karey
Koi aisa shakhs hua karey
Jo merey liye hee saja karey
Mujh hee sey Baatein kiya karey!
Yeh wakt wakt ki baat hai koi aur hai ab nigah mein
Tere loh-e-dil pe kabhi mera naam bhi thaa likha huwa
"Alif"
Aye dost jhoot aam tha duniya main is qadar
Tum nay bhi sach kaha tu fasana laga mujhay!
oh no Ye
![]()
Yeh ajeeb imtayhaan hay.. kay tumhee ko bhoolna hai..
Millay kab thay iss tarhaaan hum.. tumhay baydilee say pehlay
"Yeh"
Yeh adaa-e-beneyaazi - tujhey bewafaa mubaarak
Magar aisi berukhee kyaa - ke salaam takk na pohnchey
Wohi ik khamosh naghmaa hai "Shakeel" jaan-e-hasti
Jo zubaan takk na aaye - jo kalaam takk na pohnchey
"yey" again...
Yeh baat kis se kahoon'gi keh jis ki khatir main
Safar pe nikli thi Woh mera muntazir hi na tha
"Alif"
aaj kii raat bhii guzarii hai merii kal kii tarah
haath aaye na sitaare tere aa.Nchal kii tarah
tuu ki dariyaa hai magar merii tarah pyaasaa hai
mai.n tere paas chalaa aa_uu.Ngaa baadal kii tarah
PS:- Arifnawaz , lugta hay aap kay pass kaafi time hoota hay aaj kul, wasay good to see kay aap ki aur Lamhay ki timing kaafi milti julti ;) i mean i have noticed kay so so many times aap doonoo online ikhatay hee aatay ho :D or this is just Itfaq, wo bhi every time ;) got my point? :) , never mind...Enjoy ur Time!
ya u aaare right ET westren thought ne be yehi thoughta…
![]()
haR roz dekhta tha jo rasta wo shakhs bhe
ik roz hum ko dekh k ratsa badal gaya
soocha isay tu khawab haqeeqat lagay hamiN
dekha isay tu neend ka naqsha badal gaya
“alif”
:)
yeh to nahiN gilaa suNg maare raqeeb neiN
dekha tujhe jo saath zaraa aaNkh bhaR gayee
"ye"
Ye khamoshi be hamaRi ana ka parda hai
sawal kartey raho aur jawab rahnay do
safar ka sath hai manziloon ka sath nahi
guzar he jaien gain lamhay hisaab rahnay do
wao, is it?
wo muj ko pooch raha tha batlaao kesa laga
puranay zakhmooN ko choRo ye ghaa'Oo kesa laga
"alif"
[QUOTE]
*Originally posted by Eastern Thoughts: *
PS:- Arifnawaz , lugta hay aap kay pass kaafi time hoota hay aaj kul, wasay good to see kay aap ki aur Lamhay ki timing kaafi milti julti ;) i mean i have noticed kay so so many times aap doonoo online ikhatay hee aatay ho :D or this is just Itfaq, wo bhi every time ;) got my point? :) , never mind...Enjoy ur Time!
[/QUOTE]
ET... Yes you are rite, that mostly time me and Lamhay were online at the same time coz we belongs to a same city and for other guppies, the problem is the timing difference ;)
:)
Ab to Khawaish hay ka yeah Zakham bhi Kha kar Dakhen
Lamha Bhar ko he sahe us ko Bhula kar Dakhen
"Noon"
[QUOTE]
*Originally posted by Eastern Thoughts: *
aaj kii raat bhii guzarii hai merii kal kii tarah
haath aaye na sitaare tere aa.Nchal kii tarah
tuu ki dariyaa hai magar merii tarah pyaasaa hai
mai.n tere paas chalaa aa_uu.Ngaa baadal kii tarah
PS:- Arifnawaz , lugta hay aap kay pass kaafi time hoota hay aaj kul, wasay good to see kay aap ki aur Lamhay ki timing kaafi milti julti ;) i mean i have noticed kay so so many times aap doonoo online ikhatay hee aatay ho :D or this is just Itfaq, wo bhi every time ;) got my point? :) , never mind...Enjoy ur Time!
[/QUOTE]
lolz eastern thoughts tu ap ajien baitbazi main saath denay lolzzz
aur ap kay pas waqae bahut fursaat hai ji jabhi ap nay time nikal kar dekha kay hum dono saath online hotay hain gupshup per aur ilzaam ap arif ko dey rahay hain ;) jab kay khudh kay pass bhi time hai dekhnay ka kay kaun kiya karaha hai ;)