Ya hum he hain ka tara dard choopa kar dil main
Kam duniya kay badastoor keay jatay hain...
**
Nafratoon mein muhabbatain hain bahut
Kulfatoon mein bhi raahatain hain bahut
Juzz in aankhoon ke kaun samjheyga
Chehra chehra musafattain hain bahut
**
Thee meri tabahee main darakhtoon ki bhi saazish
warna ye ujar janay ka mausam tu nahun tha!
Aur to kaun hai jo mujh ko tasal'lee dayta
Haath rakh daytee hain dil par tairee batain aksar
Haal kehna hai kisi say to mukhatib hai koi
Kitni dilchasp hoa kartee hain batain aksar
Rahta tha jab hamain behi kisi ka intazar
Tu bohat sham o sahar ka shisab rakhtay thay
**
Yeh hum hi thay jin ke libas pe sar-e-rah siyahi likhi gaee
Yeehi daag thay jo saja ke hum bazm-e-yaar chale gaye**
Ya hee nahi ka hamain toor kar giya hai koyee
Usay behi khud ko bohat deer joorna hoo ga.
**
Agar bewafa tujh ko pehchaan jaatay
Khuda ki qasam hum muhabbat na kartay
Jo maloom hota yeh anjaam-e-ulfat tu
Dil ko lagaane ki jurr'rat na kartay
**
Yahan kisi ko behi kuch hazba arzoor na mila
Kisi ko hum na milay aur hamain tu na mila
**
Aansoo deyay kisi ne kisi se milay faraib
Hum dastras mein wasl ke mausam na kar sakay**
Ya tujah ko jagtay rahnay ka shouk kab say howa?
Mujah ko tu khair tara intazar karna hai
**
Ya Rab! Gham e hijraa(n) main itna to kiya hota
Jo haath jigar pay hai woh dast e dua hota
Ik ishq ka gham aafat aur us pay yeh dil aafat
Ya Gham na diya hota ya dil na diya hota**
Inkar kiya karay gee hawa maray samanay
Ghar ka har ak charagh bujaha maray samnay
**
Ye log faqat khushion mai shamil honay walay hain
Aankhon ke rang alag rakhna, dil kay haalat alag
Mat poocho kese jangain hareen sard muhazoon per
Dushman se mat alag khae, khud se mat alag**
Gawa diya hai usay kis taraha nahi maloom
Ya waqaa behi kaheen darmiyan say ghaib hai
again Ye ![]()
**
Yeh kiss nein hum sey lahoo ka khiraj phir manga,
Abhi to soye thei maqtal koo sarkhroo kar kay **
Ya naqda jaan hai asi soud par nahi datay
Jisay talab hoo who hum say muzaraba kar lay
**
Yaadoon ka kafan odh ke, ho jaoon jehaan sey rukhsat
Dharkanay tere naam ki hoon,dil bhi rahe na paas baqi
Chupa lena meri maut ka ghum,hothoon ke tabbassum mein
Warna kya doge, is zamaane ko, wafaa mein hisaab baqi **
Ya janta hoon ka tu bewafa nahi lakin
Hawaia shahaira wafa sub ko ras behi tu nahi
**
Yaad bahut aayengi woh neend se bhojal aankhain
Shaam ke baad yeh gham aur bhi ghanaira hoga**