**
Yeh tabasum' yeh tazagi' yeh nikhar
zindagi kis se baat kar ke ai hai
"ye"
**
"ye"
Yoon he udas raha to dekhlana aak din
Tama shahar main tanhiyaan becha doon ga
"ye"
ye Khawaab hay Khushbu hay ke jhonka hay ke paL hay
ye dhundh hay baadaL hay ke saayaa hay ke tum ho
wao*
"ye"
Yehi Dua hay ke manziL Qareeb na aaey
haseen itna meraa hum-Safar hay kyaa kijiye
Ye*
"ye"
Yeh tootay huey khwab mere zeest ka hasil hain,
Agar in kirchion sai zakhm na khata to behtar tha
naa muhabbat naa dostii ke liye
vaqt rukataa nahii.n kisii ke liye
Yeh shehar mere liye ajnabi na thaa lekin
Tumhare saath badalti gaeen fizaaein bhi
yaad karanaa har gha.Dii us yaar kaa
hai wazifaa mujh dil-e-bimaar kaa
Aankh say jhalka aansoo
Aur ja tapka sharab main
Dil main chubha jo kaanta
Tau ja nikla gulab main
Nasha-e-Ehsaas-e-Khush qismati ne andha kar diya
Barq bhi chamki tu hum samjhay chiraagan-e-bahaar
"alif"
Ananjaan nigahoon ki yeh manoos si khushboo
Kuch yaad sa parta hai pehlay bhi milay hain
'Noon'
Na janay konsa lamha cuhara lay jay
Mataia gurdisha duran hai zindagi apni
Yeh kaun phir se unhee rastoon mein chor gaya
Abhi abhi tu azaab-e-safar se nikla thaa
"Alif"
AankhoN meiN basaa Letay haiN beetay huwey manzar
Jaatey huwey LogoN ko pukara nahiN kartay
Ye*
"wao"
woh kon ha us se to mein waqif bi nahin hoon
jo mujh ko kisi aur ko hone naheen deeta