the much requested Bait Bazi - LXVI

**
Yun bhi nahi ke merey bulaaney sey aa gaya
jab reh nahi payaa to bahaaney sey aa gaya

"alif"

Aisi tareekeyaan aankhoon mein basi hain ke Faraz
Raat tu raat hai hum din ko jalaatay hain chiraag

Gulshan parast hoon, mujhay gul hi nahin aziz
kantoon sey bhi nibaah kiye jaraha hoon main !

Nigah yaar say aisi sharaab pee mainay
Kay phir na hosh ka dawa kiya mainay
Woh aur hoongay jinhay maut agaye hogi
Nigaah yaar say paye hai zindagi mainay

Ye aik shab ki mulakaat bhi ghanimaat hai
kissay hai kaal ki khabar thori door saath chalo!

Chalo... chalien ;)

Vo nazar kia kia karam farma gae
dard baksha aik taza ghum dia.

wahm o gumaan se door door ,yaqeen ki had ke pass pass
dil ko bharam yeh ho gaya, un ko hum se pyar ha

Yaad main teri jehan ko bholta jata hoon main
bhoolnay walay kabhi tujh ko bhi yaad ata hoon main!

na ho gar aashanaa nahii.n hotaa
but kisii kaa Khudaa nahii.n hotaa

Aisa gum hoon teri yaadoon k bayabano main
dil na dharkay tu sunaye nahi deta kuch bhi!

Ya he nahi ka hamain toor kar giya hai koyee
Usay behi khud ko bohat deer joorna hoo ga..

Ek khwaab hogaee hai rah-o-rasm-e-dosti
Ek weham sa hai ab ke mere sath tum bhi thay

Ye judai kay rastay bari door tak gay hain
Jo giya phir na aya mari baat man ja oo

wafaaon ke badlay jafa ker rahay hain
mein kia ker raha hoon woh kia ker rahe hain

Na aaj lutaf kar itna ka kal guzar na sakay
Jo raat taray gasoon ke raat nahi....

Ya arzoo behi bohat hai magar maray hamdam
Wasala yaar faqat arzoo ke baat nahi..

Ya hamesha ke liye mujh se bichar jaa
Ya har ek baat pe ranjish na kiya kar

ker raha tha ghum i jahaan ka hisab
aaj tum yaad be-hisab ayeee

Ya kiya ka biyan sub say dil ke halatain karni
Faraz tum ko na aain mohabatain karni..

**
Yehi bohat hey ke dil us ko dhoondh laaya hey
kisi ke saath sahi, wo nazar to aaya hey

"ye"

Yeh Alag Baat Kay Ghum Raas Hay Abb Kay
Iss Mein Andhaisha-e-Jaan thaa Pehlay
Abb Bhii tou Paas nahiN hay Lekin
Iss Qadar Duur KahaN thaa Pehlay

Ye*