Agar
Agar chup chap tum dekhooo to dam aram say niklay
Idahar hum hichkee latay hain udahar tum roonay lagta hoo
Agar
Agar chup chap tum dekhooo to dam aram say niklay
Idahar hum hichkee latay hain udahar tum roonay lagta hoo
Woh tu sadiyoon ka safar kar kay yahaan pohancha tha
Tu nay moun phiar kay jis shaks ko daikha bhi nahee
Noon
Nagah o dil taray baray main mutafiq hee na thay
Main khud say kitna lara hoon tari mohabat main
Nahee nahee yeh khabar dushmanooo ne di hogi
Woh aaye chalay bhi gaye milay bhi nahee
yoon ja raha hoon jese na aaoon ga phir kabhi
murr murr keh dekhti hai teri reh guzar mujhe
"ye"
Yun jiye jaa raha hoon mein tere baghair
Jaise koi gunah kiye jaa raha hoon mein
"noon"
neend ka halka gulaabi sa khumaar aankhon mein tha
yoon laga jese woh shab ko der tak soya nahi
uff..."ye" again!
it is
It is Noon not Ya
Nazain
Nazrain milee to piyar ka izhar kar giya
Bola to bat bat say inkar kar giya...
Aandheyoon ki kuch khata nahee
Hum hi gard-e-raah hogaye
"Ye"
Ya mainay
Ya mainay mana judai mara mukadar hai
Magar yaa baat na mooN say kahoo Khuda kay liya
Aap jin ke kareeb hotay hain
Log woh khush naseeb hotay hain
"Noon"
Noon
Naam sada kagaza par likh ka rah gay us ka
Us say aghay kiya likhtay kuch likha na jata tha
Aankhoon main jo bhar loge tu kantoo se chubhainge
Yeh khwab tu palkoon pe sajaanay ke liye hain
"Noon"
Noon
Yaar ya noon to pechay he par giya hai..... Khair
Na sahi kuch magar itna to kiya kartay thay
Wo mujahay dekh kar pechan liya karta thay
"Ya"
and Ye for me :(
Yeh aur baat ke sharminda-e-taabir na houn
Warna her dil mein kuch taaj-mehel houtay hain
"Noon" ;)
nikal gulaab ki muthhi se our khushboo ban
mein bhaagta hoon tere peeche our too jugnoo ban
"noon"
Niklay thay kahan jaane ke liye,
Pohonchay hain kahan maloom nahi
Ab apne bhatke kadmon ko,
Manzil ka nishaan maloom nahi
na pooch kya guzarti hai dil-e-khud daar par aksar
kissi be meher ko jub meherbaan kehna hi parta hai
"ye"
Yun hi dil ne chaaha tha rona rulaana
Teri yaad to ban gai ek bahaana
Humain bhi nahi ilm, Hum jis pe rooye
Wo beeti rutain hain ke aata zamaana
"Alif"