yeh na thee hamare qismat ke wasal-e-yaar hota
agar aur jetae rehtae to yehee intazar hota
terae wadae per jeye hum,to yeh jaan coht jana
ke khusee se maar na jate agar itebar hota
'alif'
yeh na thee hamare qismat ke wasal-e-yaar hota
agar aur jetae rehtae to yehee intazar hota
terae wadae per jeye hum,to yeh jaan coht jana
ke khusee se maar na jate agar itebar hota
'alif'
aik lamhe mein katta hai muddaton ka faasla
mein abhi aaya hoon tasweerein puraani dekh ker
"re"
re
Raat sunsan thee bojahal theen faza ke sansain
Zahan par chahiya thay bay nam gamoon kay saya
Dil ko ya zid thee ka tu aya tasali danay
Mary koshish behi ka kam bakht ko neend aa jaya
Aas hay kay phir say lot ayengey woh din woh raat
Warna ay umar-e-rawaan yunhee beet jana chupkay say
"Ye"
Ya
Yahan tu aa gayaa hum aap ke mohabat main
Ab aur kitna gunahagar karna chahtay hain....
Nishaat-e-jaan ki qasam tu nahee tu kuch bhi nahee
Bahut din tujhe hum ne bhula ke dekh liya
"Alif"
Ak
Ak pakaray wafa ka aijaz ya dekhna
Kachay gharay ke rach gayee khushoo Chanab main
Na din ko sukoon hai Nasir
Na raat ko sukoon hai
Jo rachaaye hain tu ne Haath mehndi se
Woh Mehndi nahee hai mere dil ka khoon hai
"Ye"
Ya
Ya takhiyan maray halat ka takaza hai
Ya shahari mujahy mahool nay sakhayee hai
Yeh duniya musafir khana hai mehman badaltay rehtay hain
Qissa to wohi farsooda hai unwan badaltay rehtay hain
Mohtaj ghani ho jatay hain shahon ko gadai milti hai
Qismat kay dorahay per aaaksar insan badaltay rehtay hain
"Noon"
Noon
Na jhoti baat kee hai na jhotay khawab dekhay hain
Tu hum ko bhool jaya ga tujahay hum yaad rakhay gay
yehi dil tha keh tarasta tha marasim keh liye
ab yehi tark-e-ta'alluq keh bahane maange
Yeh kaun log andhairon ki bat kartay hain
Abhi to chand tairi yad kay dhalay bhi nahin
"Noon"
nikla tha tujhe dhoondne aik hijr ka taara
phir is ke ta'aaqub mein gaee saari jawani
"ye"
Ya
Ya tujah ko jagtay rahnay ka showaq kab say howa
Mujah ko tu khair tara intazar karna hain
tum poocho our mein na bataoon aise to halaat nahi
aik zarra sa dil toota hai our koee baat nahi
"ye"
sorry....its noon
Nahee shikwa humein kisi se na shikayat karay koi
Naseeb mein hi apnay ek bewafa likhaa thaa
"Alif"
noon
Nazar kay samnay jab ho na koyee taray sawa
Main tari simat na dekhoon to phir kidahar dekhoon
Sorry
When i was typing it was Noon and in the mean time it trun to be something else... sorry