Shayrana guftugu - July 2013

Re: Shayrana guftugu - July 2013

seekhi hai amn committee ne kahan se ye saari chalakiyan
log kehte hain bhai ka asar hai, main kehta hoo hain PPP ki nalaqiyan

Re: Shayrana guftugu - July 2013

Mosam tu badaltey rehtey hain
Mosam ke kya kehney
Bara Chota abb koi na raha
Sab ko hain ab ye Mosam sehney

Bhai yahan bhe a tapky :smack:
In ko thora rest to leny dety

Re: Shayrana guftugu - July 2013

bhai ko penay ka shook naehn
peta hai sab ki zindagi haram karny ko

Re: Shayrana guftugu - July 2013

hum ko bhai ko dena hai boht saara dheron aaram
tabhi logon ko keh rahe hain ke iss aakhri saal bhejo unko aam

Re: Shayrana guftugu - July 2013

bhai hai majboor peene ke nahin wo shoqeen
toote huwe hain aajkal ilzam lag gae sangeen

Urdu feature film (Rangeen) :hehe:

Hum kun dain un ko aram
Wo janen or aap k aam :emmy:

Suna tha agly chobees ghanty hain aham
Kia koi khaye ga bhai py reham :hmmm:

Re: Shayrana guftugu - July 2013

Kis ka zikr huraha hai. Mehfil-e-yaar mae
Kon thaka hua hai is pataal Mae :omg:

Re: Shayrana guftugu - July 2013

bach jaen ge suna hai phir se hone laga hai muk mukka
Ishrat ul Ibad mila hai High Commission se aur ki hai ye istad'aa

Re: Shayrana guftugu - July 2013

zikr uss pari-wash ka phir uss pe charcha tera
Altaf Bhai hain soch main ab kaise nikle ga karacha mera

Us shaks ka zikar bilkul na karen
Jain takiye me mou dy kar so jain

Re: Shayrana guftugu - July 2013

puul jao bhai ko bhai nay kuch nahen daina
aaj akhri tareekh hai kakay bill nahen daina?

Amrika or bharat ka kia hua
Jis ny kia tha bhai sy wada

Re: Shayrana guftugu - July 2013

PML(N) ne kar diahai aam ye ailaan
jo nahin pay kare ga bill kat jae go uski line

Re: Shayrana guftugu - July 2013

ye sab Bhai se saare waade nibhate rahenge
Haq parast hai ye mulk MQM wale kahenge

Re: Shayrana guftugu - July 2013

hareesay ki badhazmi main kar diya ho ga yeh ilaan
na ho meray dost parashaan na ho parayshaan

Sari mehfil barbad kr di is zikr-e-bhai ny
Ab hum ja rahy hain neend ki wadi me

Allah hafiz

Re: Shayrana guftugu - July 2013

hum bhi bus chalte hain neend ne kia bura haal
garmi bh hai boht, paseene ne kar dia nidhaal

Re: Shayrana guftugu - July 2013

Marina ka bedtime ho gya
Humey Allah hafiz kr diya :(