Shayrana guftugu - July 2013

Aadab arz hai dosto…

chota sa lena hai aap sab ka imtehaan

ziada mushkil nahin kafi hai aasaan

baat thoRi si sur main karna zaroori hai

shayrana lehje main baat karna majboori hai

Jo chaho kehna sur main kehna hai

iss thread main aate jate rehna hai

Re: Shayrana guftugu - July 2013

July main honi hain Barishen, aana hai Ramadan
ooper se aap ne bhi lena hai sab ka imtehaan?

sur main rehne ki hum koshish zaroor karenge
lekin badle main kiya milen ge hamen qeeme wale naan?

Re: Shayrana guftugu - July 2013

Ager taall na Miley tu kya hua
Humrey andaaz na Miley tu kya hua
Hum hain yahan ek zamney Se
Ager sur na Miley tu kya hua

Re: Shayrana guftugu - July 2013

Monday ka din dhakka start hai :bummer:
Mosam bhi kuch kuch hot hai :hoonh:

Re: Shayrana guftugu - July 2013

Hum nay toh abhi guftugu shuru hee kee thee
aap koh dhagga badlnay kee kya paree thee.

Re: Shayrana guftugu - July 2013

trial trail khel rahe the, ab asal imtihaan ki baari hai
shayari pe zulm hua tha, aur ye silsila ab tak jaari hai :hehe:

Re: Shayrana guftugu - July 2013

Asal imtihaan kee baari aye hai
lekin abhi 100 kee baari nahin aye hai

Re: Shayrana guftugu - July 2013

Imtehan se kaun kaun darta hai
Kya pata hai ye ejaad kiska hai ?:faizy:

Re: Shayrana guftugu - July 2013

duniyan main aye hain imtehaan deney keliye

imtehaan bhi aisa hai jo kabhi kahtam na huga

azmaye jayein gey her qadam per her ghari

lekin is waqt ka bhi ek din silaa huga

Re: Shayrana guftugu - July 2013

Ghazal na sahi shair hee post karnay kay liye aa

aa phir say iss daghay mein post karnay kay liye aa

Ahmed faraz say mazarat kay saath. :D

Re: Shayrana guftugu - July 2013

slow hogaya tha GS konsi tafteesh jari hai? :faizy:
dekh liya Scotlandyard ko khoob unki makkaari hai :naraz:

Re: Shayrana guftugu - July 2013

Sunsan para hai ye dhaga
Koe tou akelapan door karay iska

Re: Shayrana guftugu - July 2013

asli pari ka dhaaga
asli pari ka dhaaaga

Re: Shayrana guftugu - July 2013

**Shair sunawaan shair sunawaan

JAAG’ch lagi daiien

Kurri Kendi Weyaa Kara Le

Munda Kenda Naiieen

:omg:**

Kia ho raha hy yahan
Kon ly raha hy imtehan

Re: Shayrana guftugu - July 2013

Sun raja hai na ti
Ro raja hon mai

Re: Shayrana guftugu - July 2013

aik tay garmi + load shedding nay kad diti aye jaan
utoon tum bhi laitay ho humra imtehan

Re: Shayrana guftugu - July 2013

Aamoon ki bahar hai
aye baarish tera inteezar hai

Barish ka intizar na karen
Bus aam ko kha k guzara karen

Re: Shayrana guftugu - July 2013

aam kia bhao laen hain?
aaj kitne kilo khaen hain?