Re: Shayrana guftugu - July 2013
Loog pochtey hain huti kya hai Bala bhala
Mae ney jhoot na chupatey huye altaf bata diya:hehe:
Re: Shayrana guftugu - July 2013
Loog pochtey hain huti kya hai Bala bhala
Mae ney jhoot na chupatey huye altaf bata diya:hehe:
Re: Shayrana guftugu - July 2013
hum bhi bus chalte hain neend ne kia bura haal garmi bh hai boht, paseene ne kar dia nidhaal
apnu armanoon ka khais orh karr soo ja
saans ki ijazat hai yahi maan kay soo ja
Re: Shayrana guftugu - July 2013
bijli k bill ne aaj tou abbu se daant parwa de
Ab humay bhi kerna hoga isstemal samajhdari se ![]()
Re: Shayrana guftugu - July 2013
hareesay ki badhazmi main kar diya ho ga yeh ilaan na ho meray dost parashaan na ho parayshaan
badhazmi ke liye desert bird ke hathon bhijwa do Kaarmina
kha ke shayad kuch aaram aaje aa raha hai bada maheena
Re: Shayrana guftugu - July 2013
sasti hai bijli aap ke haan kis baat ka hai rona
kitna bill aaya hai jaldi se ja ke bharo na
Re: Shayrana guftugu - July 2013
kya mehfil thee jami yahan pe
hum he reh gaye bahir akele :(
Re: Shayrana guftugu - July 2013
sub kuch chalta hai bijli se yahan
Bill bhi aya hai humesha se zyadah ![]()
Re: Shayrana guftugu - July 2013
Ye keh ker app ney humein soxhney per majboor ker diya
Akhir Aisi kya hai majbori Jo Hum so jayein kheratey Le ker ![]()
Re: Shayrana guftugu - July 2013
woh humsafar tha magar us ki achi kamai na the
Kay soup chai coffee kabhi pilaye na thi
sardiyan thee flu tha zukam tha magar
Pagal kay pass saab kuch tha eik dawai na thi
Re: Shayrana guftugu - July 2013
woh humsafar tha magar us ki achi kamai na the Kay soup chai coffee kabhi pilaye na thi
sardiyan thee flu tha zukam tha magar Pagal kay pass saab kuch tha eik dawai na thi
tareef uss shakhsh ke
Jisne apko SG ka rasta dikhaya :@:
Re: Shayrana guftugu - July 2013
tareef uss shakhsh ke Jisne apko SG ka rasta dikhaya :@:
kia acha lagoon ga apni tareef kartay
tum hee kah do wah oyi dhti ballay ballay
Re: Shayrana guftugu - July 2013
Punjabi kerte hain ballay ballay
Hum chupi hue tareef hain krte :D
Re: Shayrana guftugu - July 2013
eik baat tau batao.... kyun kay.....
yeh baat samjh main aayi nahen
aur mummy nay samjhai nahen
nana ki biwi jab nani hai
dada ki biwi jab dadi hai
papa ki biwi kyun papi nahen?
yeh baat samjh main aayi nahen
aur mummy nay samjhai nahen
Re: Shayrana guftugu - July 2013
Ye tou bari gambheer ke
Iska jawab dainge muqawee
Re: Shayrana guftugu - July 2013
Kyun ke papa ki dorsi biwi nahi
Abb baat samjh agayi ![]()
Re: Shayrana guftugu - July 2013
tau phir yeh hee bata dou....
kyu lambe baal hai bhalu kay
kyu usne triming karwai nahen
kyu woh bhee ganda bacha hai?
ya jungle main koi nai nahen
Re: Shayrana guftugu - July 2013
Jungle mae ek nami nai hai
Mager bhalo ki bari ayi nahi
Abb baat samjh mae agayi
Ammi ko tang kerney ki zarorat nahi ![]()
Re: Shayrana guftugu - July 2013
kyu sumander ka rung neela hai
jaab neel uss main milai nahen?
Re: Shayrana guftugu - July 2013
bas aik waqt ka khanjar mare talash main hai
jo roz bhais badal kar mare talash main hai
main aik qatra hun maira alag wujud to hai
hua karay jo samandar mare talash main hai
Re: Shayrana guftugu - July 2013
Kyon dmd full of sawal hain
Kya abu ne school bheja nahi ?