[QUOTE]
*Originally posted by Ums: *
blue cantrel - hit em up style
not a sad song at all, brings back a heap load of memories though.
[/QUOTE]
man wicked tune you've just mention.........
[QUOTE]
*Originally posted by Ums: *
blue cantrel - hit em up style
not a sad song at all, brings back a heap load of memories though.
[/QUOTE]
man wicked tune you've just mention.........
awsome selction Arif bhahi
those are all timeless.
[QUOTE]
*Originally posted by MAREEZ_E_ISHQ: *
awsome selction Arif bhahi
those are all timeless.
[/QUOTE]
Thanks, why dont' you share your choice?
Khali hath sham ayi ha khali hath jaye gi
aaj bhi na aya koi khali loot jaye gi
aaj bhi na aaye aansoo aaj bhi na bheegay neenaan
aaj bhi yeh kori reenaan kori loot jaye gi
Khali hath sham ayi ha khali hath jaye gi
aaj bhi na aya koi khali loot jaye gi
raat ki siyahi koi aaye to mitaye na
aaj na matai to yeh kal bhi loot aye gi
Khali hath sham ayi ha khali hath jaye gi
aaj bhi na aya koi khali loot jaye gi
Ye mahlon ye takhton ye taajon ki duniya
ye insan ke dushman samajon ki duniya
ye daulat ke bhooke rawazon ki duniya
ye duniya agar mil bhi jaye to kya hai
ye duniya agar mil bhi jaye to kya hai.
Kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai
Kahaan ho tum ke yeh dil beqaraar aaj bhi hai
dhondti hain tujhe meri tanhaiyaaan
ae meri zindagi khoo gai to kahaan
Chitti na koi sandais
Jaanay woh kaunsa dais
Jahaan tum challay gaye :(
I recenlty heard this old song by Lata:
ajeeb dastan hey yeh, kahan shurooh kahan khatam
yeh manzalein hein konsi, na tum samajh sakey na hum
mubarakein key tum kissi ki ka noor ho gaye
kissi key itne pass aa gaye, ke sab sey door ho gaye
...
dil zinda rakhne ke liye koi dard zaroori hota ha
dard bhari is dunia mein humdard zaroori hoto ha
Chup gaya koi re dor se pukar ke
dard anokhe hai de gaya pyaar se
Hazaar raahain mur ke dekheen
Kaheen se koi sada na aee
Bari wafa se nibhaee tum ne
Hamaari thori si bewafaee
ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera gum
patte kahin kharke hawa ai to chaunke hum
[QUOTE]
*Originally posted by X_Communist: *
Ajnabi sheher kay, ajnabi rastey
Meri tanhaii par, muskuratey rahay
May bohat dair tak, yunhi chalta raha
Tum bohat dair tak, yaad atay rahay
Zakhm jab bhi koi, zehn-o-dil ko mila
Zindagi ki taraf, ik dareecha khula
Ham bhi goya kisi, saaz kay taar they
Chot parti rahi, mukuratay rahay
Zeher milta raha, zeher peetay rahay
Roz martay rahay, roz jeetay rahay
Zindagi bhi hamay azmaati rahi
Or ham bhi usay azmaatay rahay
Ajnabi sheher kay, ajnabi rastey
Meri tanhaii par, muskuratey rahay
May bohat dair tak, yunhi chalta raha
Tum bohat dair tak, yaad atay rahay
[/QUOTE]
awsome ghazal.. one of favs :D
O door janewale humko bhi saath lele re
humko bhi saath lele,hum rah gai akele
yahan badla wafa ka bewafai ke siva kia ha
muhabbat ker ke bi dekha ,muhabbat mein bi dhoka ha
*Yeh duniya hai, yahaan dil ka lagaana kis ko aata hai
Hazaaroon pyar karte hain, nibhaana kis ko aata hai * :(
Hamey kash tumse mohabbat na hoti
kahani hamari haqeeqat na hoti
hamey kash tumse mohabbat na hoti
Na dil tumko dete na mazboor hotay
na duniya na duniya ke dastoor hotay
agar mar bhi jatey to hairat na hoti
Hamaara kya hai dil agar jafa ki chaut khaa gaya
Unhein tu milgaya sukoon, unhein tu chain aagaya
Eh dil dil ki dunhiya main
esha haal-e-bhi hota hai
bahir kohi haasta hai
Andher kohi rohta hai
eh dil…![]()