Sad songs

Sheesha ho ya dil ho aakhir toot jaata hai

hum apni wafa yaad dila bhi nahin sakte
uss bhoolney waley ko bhula bhi nahi sakte

Dua kar gam-e-dil Khuda se dua kar.......

Wafaon ka mazboor daaman bichha kar
dua kar gum-e-dil Khuda se dua kar
dua kar gum-e-dil Khuda se dua kar
Jo bijli chamakti hai unke mahal par
wo kar le tasalli mera ghar jala kar

Na koi umang hai, na koi tarang hai
Meri zindagi hai kya, ek katti patang hai

Lo agaye Unki yaad woh nahin ayee
dil unko dhoondhta hai ghum ka singhaar kar kay
ankhain bhi thak gaye hai ab intezaar kar kay
barhtay hi jarahay hain mayoosiyoon kay saye
lo agaye unki yaad...!

yeh lamhay yeh pul hum barsoon yaad karey gain
yeh mausom challey gaye tou..hum firyaad karay gay…
:teary2: :teary2:

.

Ek tu na mila
sari duniya milay bhi tu kia hai
Mera dil na khila
sari bhaghiya khilay bhi tu kiya hai
Ek tu na mila....!

yeh lal rang kab mujhe choray gaa
mera ghum kab talak mera dil toray ga

Bachpan ki mohabat ko dil se na bhula dena
jab yaad meri aye milne ki dua karna

Ghar meri mohabat ka soona kiye jaate ho
duniya hi mohabat ki loote liye jate ho
jo gum diye jaate ho us gum ki dawa karna
bachpan ki.....

Tadap tadap ke is dil se aas nikalti rahi, muje ko saza di pyaar ki, aisa kya ghunna kiya, to lout geyeeeeeeeee, haaan lout geye…to lout geye hum teri mohabbat mai…

frm dil de chuke sanam…luv it :k:

Ek tha bachpan ik tha bachpan
chhota sa nanha sa bachpan
ik tha bachpan

bachpan ke ek babuji thay
achche sachche babuji thay
dono ka sundar tha bandhan

ik tha bachpan....

Sorry, don't know whether this was previously posted:

hum thay jinke sahaaray, wo huay na humaaray
doobee jab dil kee naiyyaa, saamnay thay kinaaray
kyaa mohabbat ke waaday, kyaa wafaa ke iraade
ret kee hain diwaare, jo bhee chaahe giraa de
hai sabhee kuchh jahaan me, dostee hain wafaa hain
apanee ye kamanaseebee, hum ko naa kuchh bhee milaa hain
yoo to duniyaan basegee, tanahaee phir bhee dasegee
jo zindagee mein kamee thee, wo kamee to rahaygi

Tum mujhse door chale jana na main tumse door chali jaoongi
tum mujhse door chale jana na

Socha tha pyaar karke chori se main tumko baandh loongi dori se
kya tha pata rooth jayega chanda yun rooth ke chakori se
tum.....

Kya meri preet birah ki mari aansoo mein doob gai chingari
main tumse haar gai tum jeetay,tum mujhse jeet gaye main haari

tum.....

Ankhiyoon ko rehnay do ankhiyoon k aas paas
door say dil ki bhujti rahay piyaas

dard zamanay main kaam nahin miltay
haar aik ko mohabbat k ghum nahin miltay
saari umar humko rehna hai yoon udaas door say dil ki
bhujti rahay piyaas ...

tum mujhe yoon bhula na paaoge -rafi
pyar ye jaane kaisa hai -rangeela
jab bhi ye di udaas hota hai - rafi (seema)
kasame vaade pyar vafa - manna dey (upkaar)
aaja re ab mera dil pukara - lata
hum tumse juda ho ke mar jayenge ro ro ke - rafi
megha chhaye aadhi raat bairan ban gayi nindiya - lata
aa laut ke aaja mere meet
koi hota jisko apna - kishore kumar(mere apne)
rang aur noor ki baarat kise pesh karoon - rafi
na tu zameen ke liye hai na aasamaan ke liye -rafi
jaa re jaa re ud ja re panchi - lata