Rehman Malik is biased - MQM

Re: Rehman Malik is biased - MQM

U know , kuch days say kafe loog yahe baat kar rahay hain , aap k samajhnaay ya na samajnay say koi farq nae parna . balochistan main they burned qaid e azam ka ghar .. aap is ko ro rahay ho ..
khair pakistan ki racist public nae samajh sakte root cause kia tha , as I said before , bangladesh ka koi taluq MQM say nae tha na balochistan ka hai but end result same hoga …