raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

Wadday aye angraiz :hoonh:

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

mujhe pata tha menu acha nahin.. mujhe kaleji aur loki donon pasand nahin. I would rather go to restaurant agar ghar main sab ke sath ye khane ko mile

I expected a :smilestar:
[/quote]

Socha tha me ny mind change kr liya :hehe:

Fazool kharchi :hoonh:
Kisi thread me aap ny kankar ka dialogue sunaya tha wo aap k liye

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

lo ji…isi wajah se tou log dinner/lunch sath nai krte :emmy:
Jo paka hai khana paReyga…thoRa he sahi :asa:

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

:hugz:
:smilestar: kr leti…:wink:

Good point LP

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

wo Kiran ki saas wala… kufran e naimat karne wale naimaton ko taraste hain.. Umera Ahmed ne Fazail e aimaal ke page no 321se churaya hoga :hehe:

Ye hathyar larkun k liye hy :cb:

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

topic meN meenoo hai! :slight_smile:

yeh kia baat huii? yeh kaisaa option hai?
**
ek ko to mile Hoor o qusoor
dooje ko faqat vegetarian?** :smiley:

yeh to fil-badeeh [spontaneous] she’r ho gayaa! :slight_smile:

angrez to vaDDe hii hote haiN…desiyoN se lambe, desiyoN se ameer, desiyoN se ziyaada 'aqlmand! :smiley:

aap aisaa kareN k restaurant jaane ke bajaaye restaurant ko hii ghar le aayeN…i other words:

**shaadii kar ke be-Gham le aayeN! **:cb: :wink:

yaa yuN kaheN k Dar gaiiN:

jo Dar gayaa, samjho mar gayaa! :cb:

Pocket me rakh lain ye baat ab loki khany me asani ho ge :snooty:

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

yaa phir baRii booRhiyoN meN hii baiThnaa uThnaa hotaa hogaa mausoofa kaa! :smiley:

LP to itni nazuk si cheez hy us sy kia darna :nahi:

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

Phir theek hai
:hehe:

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

who says wo zyadah aqalmand hain ?:5:

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

na hote to ham aur aap ek dusre se aise internet par baat na kar rahe hote! hai na? saarii iijaadaat unhiiN kii to ahiN na! :slight_smile:

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

naazuk logoN ke Dheele haath baRe saKht paRte haiN lol.

merii bhaajii 2 saal kii India meN apne baRe bhai [4 saal] ko ek baar kas ke Dheela haath kar ke maar diyaa…bhai rone lagaa…sab ne bachchi ko DaanTaa phir uske bhai se kahaa…rote kiuN ho, ek nannhi sii bachchii ne hii to maaraa hai halke se…bachchhaa bolaa: ZOR se maaraa hai! :cb:

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

Watch 1001 inventions on youtube.

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

.
Alhamdulillaah , I m lucky enough
Mostly sath hi khana khaya, lunch dinner sb
But yes jb b I m travelling tou phr alag baat hai

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

KKF@ itna bara novel mary bas ka nahi hy