Lunch and dinner both
Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa
Out dinnertime is late…
At family gatherings people don’t care to talk to each other even if they are meeting after a long time all they care about is mobile,internet and fb.It has ruined the gatherings that’s why i leave my phone home on such occasions.
Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa
thats not the case here…khalas n mamus make sure aisa na ho ![]()
Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa
that’s very true…aap to ab baRii mushaahid ho gaiiN haiN…aaj se aapkaa nick…Mushaahida Begum rakh diyaa maiN ne!
![]()
that’s a very good thing! ![]()
You were on GS that day when you went ouy for BBQ ![]()
Shukar hy koi zair wala word as a laqab ni tha ![]()
Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa
lol…haN haN, sii ko banaaye diye dete haiN: ![]()
Khaatoon-e-maahir-ul-mushaahidaat-e-sharqiya_o_Gharbiya ![]()
aur lambaa karuu ise? ![]()
Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa
Khalas aut mamus nahi thay
just my family
![]()
Zair wali fakhta sy or kia tawaqa kr skta hy koi
It means if your elders don’t forbid you you will use it in.gatherings? ![]()
Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa
aur challenge karnaa hai? ![]()
Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa
Aur nai tou kya … im not a people person.
![]()
Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa
I expected a ![]()
Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa
yeh maaraa maarii kab Khatm hogii? mujhe bhii is thread ke andar aanaa hai! ![]()
Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa
Lol…aa jaiye
Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa
meenoo [menu] meN kia hai? ![]()
Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa
topic main kia hai? ![]()
Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa
Masaleydar kaleji for those who eat kaleji and bhuni lauki for those who dont .