raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa


ok...i'll iA and then i'll get back to you. thankoo :)


wow! i'm glad to hear that at least one person on GS has a perfect set up as i would like to have...ab safar to majboorii hai! koii bat nahiiN. :)


to novel kaa back cover paRh leN jahaN summary likhi hai! :D vo summary invisible hai...chashma lagaanaa paRegaa jo sirf aur sirf mujh se mil saktaa hai! :(

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

Thanks to this thread, I appreciated the dinner we had together today.

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

Mai to yeh kahogi ke iski wajeh yeh hai ke hum ne apne culture ko completely chora bhi nahi or Western Culture ko completely adopt bhi nahi kia... :) Actually Saath reh kar ek saath khaana hamain hamri Islamic Culture sikhaata hai Hindustani culture nahi hum ne Islamic culture ko chordia hai jiski wajeh se buht si problems horhi hain aaj hamain jese ke aaj kal ki generations Fashion karte hain.. maa baap khush hotey hain ke hamaare bachey in kapro mai achy lag rahe hain phir wo jinko dekh kar fashion karte hain unhe he dekh kar Smoke karte hain kuch bache or bhi buht kuch karte hain or hmein maalum bhi nahi hota :)

kia kuch ghalat kaha maine ?

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

Any basis for conclusion in bold part? :hmmm:

Re: raat kaa khaanaa/weekend ka lunch family ke saath na khaanaa

.
Lolx aisee bt b ni , itne lucky b ni hm :(
cuz i m mostly out, travelling journeys n all tou sb bahir hi hota , wht I meant when I m home tou sath hi khate hain n I knw mere piche b family aik hi waqt mein khati hai sath !