Kithay hoo sarray …
Woh baat kia the na kay woh na… main na iss nick ka siraf password hi nahen bhula tha…email account bhee bhool gaya tha…
kall raat ko char platain zarday walay pakoray aur naan kha kay jaab tid main tufaan aya hua tha tau …khud ba khud yeh dua nikli woh bhee dil say…
" Ya meray moula ya naan kaad lai ya jan kaad lai
"
aur tau kuch afaqa hua nahen haan email address yaad aa gaya…
hoor sunao…aaj kaal kia hoa raha hai 
Re: O Main Kiyaaa…
main app kay dandi waad kay naas gaya hoon kia?
Re: O Main Kiyaaa......
O main kiya..urdu bolo jee..sanu punjabi nayii andii..lol...:)..and i hardly managed to write this line..lol..
Re: O Main Kiyaaa…
O main kiya saday naal ravo gai tau o v pull jao gai 
Re: O Main Kiyaaa......
i dun understand a word u saying
kehrai killai tou nas k ajj ithhai hazari deindai vo pe???
Re: O Main Kiyaaa......
GUYS SPEAK IN URDU OR ENGLISH OR FRENCH..no Punjabii.
Re: O Main Kiyaaa…
no m not cbcd
but i dun undrstand PUNJABI like hardcore punjabi a lil bit …tafree ke lie bolti hon but daz bout it
kasmay main samjhta tha mere urjabi hi khrab hai…
magar app nay tau kamal kaar diya…yani kay pajamay ka romal hi karr diya
stage dramon main kaam karti hoo app kia?
when was the last time i heard the word tafree:hmmm:
Re: O Main Kiyaaa…
aaggh i just came bck form karachi ok… n ppl speak really loafferon wali urdu there n thts whee i picked this word TAFREE :rollingeyes: ppl juzz dun quit
Re: O Main Kiyaaa......
cafe kay puranay papi kahan hain?
Re: O Main Kiyaaa......
ap khud tu 2006 k ho poorane kon??
hain ji bohat say loog hootay thai… phir bass pata nahen kiya hua…:hinna:
Re: O Main Kiyaaa......
hummm eg ....do kon
2002 se tu me hi arahi hon
hur kinnay poorane log chaye he apko :P