wah
mere mehboob ye dunya bari dilchasp duna hay
yahan aakar khuda be morade ilzam ho jayeeee
wah
mere mehboob ye dunya bari dilchasp duna hay
yahan aakar khuda be morade ilzam ho jayeeee
[QUOTE]
*Originally posted by Nazi83: *
wah ji wah...
zamaane bhar me.n hai.n charche merii tabaahii ke
mai.n Dar rahaa huu.N kahii.n koii teraa naam na le
[/QUOTE]
wahhhhh
ziker uss ka hee sahee bazam may baithaye ho faraz
dard kaisa hee uthay haath na dil per rakhna
[QUOTE]
*Originally posted by show_sha: *
wahhhhh
ziker uss ka hee sahee bazam may baithaye ho faraz
dard kaisa hee uthay haath na dil per rakhna
[/QUOTE]
wah wah wah..
dard kii baarish sahii maddham zaraa aahistaa chal
dil kii miTTii hai abhii tak nam zaraa aahistaa chal
apane dil hii me.n nahii.n hai us kii maharuumii kii yaad
us kii aa.Nkho.n me.n bhii hai shabanam zaraa aahistaa chal
wahhh
mai isay shohrat kahon ya apni ruswayi kahoon
muj say pehley us gali mei mere afsaney gayee
[QUOTE]
*Originally posted by m kamal: *
wah
mere mehboob ye dunya bari dilchasp duna hay
yahan aakar khuda be morade ilzam ho jayeeee
[/QUOTE]
nice nice...
duniyaa me.n huu.N duniyaa kaa talab_gaar nahii.n huu.N
baazaar se guzaraa huu.N Khariidaar nahii.n huu.N
buhut aala
khush aayee tujay shehre munafiq kei ameeriiii
hum logon ko such kehney ke aadat b buhut thi
bahut acchay kamaal n nazi......
hum ko maloom tha anjaam e muhabbat hum nay
akhiri hurf say pehlay hee qalam tore dia
thanx u r also a strong pillar in this topic intries friend
kabi lamha bhar kee bee guftago us ke sath mere na ho saki
mujay fursatain he na mil saki wo hawa ke ruth pe sawar tha
[QUOTE]
*Originally posted by m kamal: *
thanx u r also a strong pillar in this topic intries friend
kabi lamha bhar kee bee guftago us ke sath mere na ho saki
mujay fursatain he na mil saki wo hawa ke ruth pe sawar tha
[/QUOTE]
IShq nay seekh hee lee waqt kee taqseem k ab
woh mujhay yaad toa ata hay magar kaam k baad
very nice
socha tha us nay raat ke chup mai mujay milay
likan hawa ne rah mai pattay gira diyee
sajid bana raha tha khayalon main us ke shakl
phir sochnay laga kahin dunya na dekh lay
aana jo mere qabr pe ghairon ko na lana
murdon ko musalman jalaya nahin kartay
^lol…bahut khoob :k:
dunya Main 2 hee toa bazauq aadmee hain adam`
aik may aur aik mera raqeeb ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by m kamal: *
aana jo mere qabr pe ghairon ko na lana
murdon ko musalman jalaya nahin kartay
[/QUOTE]
aik saraykee ya punjabi ka sher hay ....umeed hay ROman main sajh aa jaye........
TU AYE SADDA TAY TERA DIL SADDA, TO EY AINWEE RAQEEB BURA PAYA
JAY TUU MERAY JANAZAY TAY NAEE AYA, RAH TAQDA HAY TERI MAZZAR AAJA....
very wel sung by ghulam ali hope u must have listened to it...MERAY SHAOQ DA NAEE AITBAAR TAINNOOOO...........
Wah wah.. bohat hi khubsoorat collection hai..
Nazi, m kamal, show_sha, bohat hi achey!![]()
ek meri taraf sey paish-e-khidmat hai..
Toot jaatey hain sabhi rishtey magar
Dil sey dil ka raabta apni jagah
Dil ko hai tujh sey na milne ka yaqeeen
Tujh sey milney ki dua apni jagah…
bohut khoob .. :k: ..
wah show_sha, aryaan 4 good collection and thanx ghazal 4 liking
mai nay jo bola yar say bazm chaheyee ghair say tahi
sun kar sitam zareef nay muj ko uta dia ke yon
wo teri b to pehli muhabbat na thi nadeem
phir kia howa aik shaks jo harjai ban gia
buhut khoob HH
mere mayyat ka jnaza karaya ghairon ne
marey they jin kelye wo rahe wuzo kartey
[QUOTE]
*Originally posted by m kamal: *
wo teri b to pehli muhabbat na thi nadeem
phir kia howa aik shaks jo harjai ban gia
[/QUOTE]
wah!
hum nay jis jis ko bhee chaha teray hijran main woh log
aatay jaatay huay mausam thaye zamana tuu tha