buhut khoob
aziz ghar say jo mayyat meri uta ke chalay
isharey ghair say us dushmane wafa ke chaley
dika ke maray janazey ko muskura ke kaha
butoon nay hall na pochi to ab khuda ke chaley
buhut khoob
aziz ghar say jo mayyat meri uta ke chalay
isharey ghair say us dushmane wafa ke chaley
dika ke maray janazey ko muskura ke kaha
butoon nay hall na pochi to ab khuda ke chaley
merii umeR se na simat sakay mere dil mein itnay sawal thay
tere pas jitnay jawab thay terii aik nazR mien aa gaye*
buhut khoob HH
Ab kaun say muasam say koi aas lagaye,
barsaat main bhi yaad na jub unko hum aaye
nice
ik pal k lyeh ae umr e gurezaan tham jaa
us nazar ne mujhe dekha hay bare pyar k saath
Hum Teray Baad Ujray Hoay Theek Hain
Ab Kahin Dil Lagay Hum Nahi Chahtay
Teray Pekar Ko Hum Dekhtay Hi Rahain
Tu Nazar Say Hatay Hum Nahi Chahtay
[QUOTE]
*Originally posted by m kamal: *
Hum Teray Baad Ujray Hoay Theek Hain
Ab Kahin Dil Lagay Hum Nahi Chahtay
[/QUOTE]
her aik cheray pay dil ko guman uss ka tha
basa na koi yeh khalee makaan uss ka tha
[QUOTE]
*Originally posted by m kamal: *
Teray Pekar Ko Hum Dekhtay Hi Rahain
Tu Nazar Say Hatay Hum Nahi Chahtay
[/QUOTE]
May uss k til-ism say bahar kahan talak jata
fiza khulee thee magar aasman uss ka tha
Apni taleem per tawajja do
na paro Ishq kay azabon mein
Umer kat ti hai unki kaanton per
phool rakhtay hain jo kitabon mien
nazaron se dekha hai aapko magar phir bhi aata nahin yaqeen
ke meri dunya ke log hote hain aapke jaise haseen