zabard10
rakta hai kon yad purani rifaqatain
mitte ka nam tak nahi mitte key tail main
zabard10
rakta hai kon yad purani rifaqatain
mitte ka nam tak nahi mitte key tail main
DIL ajab sheher k jis per bhee khula dur iss ka
woh mussaifr issay her simt say burbaad kare
very nice
dil ke choto nay kabi chain say rehnay na dia
jab chali sard hawa mai nay tujay yad kia
[QUOTE]
*Originally posted by m kamal: *
zabard10
rakta hai kon yad purani rifaqatain
mitte ka nam tak nahi mitte key tail main
[/QUOTE]
her aik baat pay dil ko dhiaan uss ka tha
basa na koi yeh khalee makaan uss ka tha
buhat achey..
dil ke ujale kaaGaz par ham kaisaa giit likhe.n
bolo tum ko Gair likhe.n yaa apanaa miit likhe.n
veeeeeery niiiiice
manderon say koi manos si awaz aathi hay
koi tow yad hum ko b pase dewar karta hay
[QUOTE]
*Originally posted by Nazi83: *
buhat achey..
dil ke ujale kaaGaz par ham kaisaa giit likhe.n
bolo tum ko Gair likhe.n yaa apanaa miit likhe.n
[/QUOTE]
likh k kaghaz pay mera naam mita-tay kyon ho
hum say iqraar karo, pyaar chupatay kyon ho
aghar tum taish mai aakar mera khat phar dalogay
tumharay pawon ko choomaingay mere tehrir ke tukray
[QUOTE]
*Originally posted by m kamal: *
veeeeeery niiiiice
manderon say koi manos si awaz aathi hay
koi tow yad hum ko b pase dewar karta hay
[/QUOTE]
kaee baynaam c husrataIn ankhon main pultee hain
kissi kee yaad main ansoo baha ker kuch nahi milta
wah g
nahin miltay ho muj say tum
to sab hamdard merey hain
zamana muj say jal jaye
agar tum milnay aajawo
[QUOTE]
*Originally posted by m kamal: *
wah g
nahin miltay ho muj say tum
to sab hamdard merey hain
zamana muj say jal jaye
agar tum milnay aajawo
[/QUOTE]
Kis kis ko bataIN gay judaee ka sabub hum
tu mujh say khafa hay toa zamanay k liye aaaaa
nice one SS..
judaa_ii ho ke milan har adaa hamaarii hai
tumhaaraa shahar hai lekin fizaa hamaarii hai
shikaayate.n bhii kare.n ham to kis zabaan se kare.n
Khudaa banaayaa ham ne ye Khataa hamaarii hai
nice
juda hoye to dilon ko agar che dukh to huwa
kuli fiza mai magar sans lina achcha lagaaaa
[QUOTE]
*Originally posted by Nazi83: *
nice one SS..
judaa_ii ho ke milan har adaa hamaarii hai
tumhaaraa shahar hai lekin fizaa hamaarii hai
shikaayate.n bhii kare.n ham to kis zabaan se kare.n
Khudaa banaayaa ham ne ye Khataa hamaarii hai
[/QUOTE]
Bundagee hum nay chor dee hay faraz
kia karaiN log jub khud ho jaiN
^mera na sahee AurOn ka sahee
JA may nay tujh azaad kia
nice :)
Khudaa ham ko aisii Khudaa_ii na de
ki apane sivaa kuchh dikhaa_ii na de
Khataavaar samajhegii duniyaa tujhe
ab itanii bhii zyaadaa safaa_ii na de
khuda nahin hay magar dil ke kainat pe wo
hay aik umer say chaya howa khuda ke tarah
wah ji wah...
zamaane bhar me.n hai.n charche merii tabaahii ke
mai.n Dar rahaa huu.N kahii.n koii teraa naam na le
miTaa do shauq se mujhako magar kahii.n tumase
zamaanaa merii tabaahii kaa intaqaam na le
[QUOTE]
*Originally posted by m kamal: *
khuda nahin hay magar dil ke kainat pe wo
hay aik umer say chaya howa khuda ke tarah
[/QUOTE]
zabar10
firaon kay lehjay tu mujh say koi baat na ker
hum toa pagal hain, khudaaon say uljh pertay hain
[QUOTE]
*Originally posted by show_sha: *
zabar10
firaon kay lehjay tu mujh say koi baat na ker
hum toa pagal hain, khudaaon say uljh pertay hain
[/QUOTE]
wah buhat achye...
Khudaa jaane kahaa.N hai 'Asghar'-e-diivaanaa baraso.n se
ki us ko Dhuu.NDhate hai.n ka'abaa-o-butaKhaanaa baraso.n se
ta.Dapanaa hai na jalanaa hai na jalakar Khaak honaa hai
ye kyo.n so_ii hu_ii hai fitrat-e-paravaanaa baraso.n se