Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

Kabhi Bhi dUkh Pey Malal Karna Na Us Ko Aaya Na mUjh Ko Aaya
WafaaOn Ko La-Zawaal Karna Na Us Ko Aaya Na mUjh Ko Aaya

jO Faaslay Thay Unhien Mitana Agar-Cha dOnon Hii Chahtay Thay
Magar Ta’aluq Bahaal Karna Na Us Ko Aaya Na mUjh Ko Aaya

dUkhon Mein dOobii Sadaien Sun Kar Na wO Hii rOya Na Mein Hii Tarpa
Key rOoh Ko Mala-Maal Karna Na Us Ko Aaya Na mUjh Ko Aaya

dUa Key ROshan Chiragh Apnii HathailiyOn Par Jalaye hUm Nay
KHUDA Sey Lekin Sawaal Karna Na Us Ko Aaya Na mUjh Ko Aaya

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

woww sis i loved eatch n every word of it… beautifulll :k:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

its mean dono NIKAMMAY HO jo dono ko nahi aaya :D
nice sharing :)

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

lol............
mein nay jhoot kaha.........
humain tou sab aataa hai:D

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

thanks Shabbo:hugz:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

Lovely Poem Sonia! :)

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

Shabboooooooo :smiley: dont make MOD angry now :stuck_out_tongue:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

ye ap kuch ziyda hi mod mod nahi kartay :bukbuk:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

so that you dont forget that you are MOD :smiley: you already forgot kay kitnay hungaamy hovay thay on GS aap kay MOD bunanay pur, shuker kuro koi khudkush humla nahi ho giya :smiley:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

:bummer: aho i dont want to remember bad things :2: but i guess deep inside i still do :frowning:

yad-e-mazi azaab hai yarub :hinna:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

dUa Key ROshan Chiragh Apnii HathailiyOn Par Jalaye hUm Nay
KHUDA Sey Lekin Sawaal Karna Na Us Ko Aaya Na mUjh Ko Aaya

GUd one :)

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

:) yes , its beautiful!

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

who?

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

ahemmm :blush:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

:aq:

Abhi ye bhi batana puray ga ?

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

haan na :smiley: koyal ko kesay samj maiN aiey :slight_smile:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

soniaa,

beautiful gazal. amazing.

it inspires, really.
thanks for sharing.

Dushwari

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

khoob :k:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

khooobb hai sonia

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

Nikammay kahin ke, umar guzar gai laikin kuch bhi na aaya

PS. buhat shandar hai ji :k: