Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

ooohhhh Koyal bhi "Nikami" nikli :D

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

mainon vi ai shak ae , nain balke yaqeen ae :D

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

:aq:
aisee koi baat nahin…

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

kon khoob hai???
ghazal ya Soniaa:faizy:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

tu phir kaisi baat hai :konfused:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

its Top Secret na…:hoonh:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

:hmmm:

iss secret ko declassify kab karna hai :smiley:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

jab un ki ijazat ho ge tab:D

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

:smack: koi kum apni marzi naal na karna, be a man eerrrrrrr be a woman :smiley:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

nahin actually mein batana nahin chah rahee thee…iss liay sara mamlaa "un"par daal diya…waisay mein un ki suntee kab hon…:@:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

Suna zarroor karain amal chahay marzi se karain :) becharay ka dil reh jaye ga :D

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

han Dil tou Hai meray pass para hoa becharay ka..........Zaroor karon ge amal bhi..............app bayfikar rahain.........wo mind nahin kartay ....He knows me Now!!

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

very good baat ji :slight_smile:

Pehlay nahin jantay thay kaya :konfused:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

nahin jaan pechaan ko zayada arsa nahin hoa na…ab un ko pata hai mein aisee he hon:@:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

yani :@: pagli :D

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

:smilestar:
nahin na…aisee tou nahin hon…“achee” hon:D

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

kiyun paglay log achay nahin hotay kaya :smiley:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

hmmm.......
hotay hain......
waisay wo bhi kuch kuch pagal he hain

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

:hmmm: khoob guzray gi jo mil baithay gain paglay do :cb:

Re: Na uss ko aayaa, Na mujh ko aayaa

LOl…
iss ka pata nahin …