Mujhay ghussa aa raha hay

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

I tried man, does not work, really

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

adrssssssssss > mujhay gussa araha hay ..yeh to mera dialouge hay ...u chorneee bummer

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Kyoon unkay paas apni armpits hain wo apni soonghain :snooty:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

*Chorni hoon Main
Meri soorat pay na jaana
something something zamanaa
lalal alalalalalal *

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

See, aap ka roza nahiN hai is waqt aur mera hai,

is liyay there is only so much I can say

We will talk about it after Eid

Start a thread about your armpits on Oct 14th

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

kyoon :aq:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Hahaha!

Tariq bhai, ab is naa’makool Ad ko bhi to bataiN na.

Its outside normal man’s physical limits. :omg:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

soorat say bhi chornee hee lagtee ho : P*

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Mean Mean Mean girl you are :teary1:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Typing to sun saktay haiN kay nahi?

Teenu Mushtanday… tumhaiN kiya pata wo apni screen par kya kya chupa rahey haiN tumsay, :cb:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Main unki screenain control kar sakti hoon :cb:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

It is no doubt a very unique topic to discuss. I’ll title it for you

“Adrasteia’s armpits, smell of heaven, path to hell”

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

nahi bhi rona nahi ..mujhay chup karana nahi ata

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Aap ko chup rehna bhee nahi ataa, waisay to

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

i have such a cravin 4 chocolate rite now…:crying:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

:wave: sheyn aantie…

kesi haiN?

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

main khamoosh ho gayee to Gs kaysay chalay ga ???/azkar ehsan ka yeh project tabah o barabad ho jayee ga

or main bohat reham dil hoon ..

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

^ :cb:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

DW unkil …i want chocolateeeeeeeeeeeeeeee :crying:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

kia hall hai sab ka
theek tau nahen na
:sunnyboy: