Mujhay ghussa aa raha hay

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

yeah so I am a Fraud..as I say..

Hey yo, Take a Look at The Bad Guy Now

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

:konfused:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

songha kaun raha hay :mocking:

aap jaain apni soonghain naa

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

nahi samajh ayi:bummer:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Bilkul hee pagal larkee hai

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

dekho tum itni raat gai mujh say pahailiyaan na bhujwao :frowning:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

waisay konsa din hai aussie mai?

ad baji! matlab i saw it from the begining till now

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

oooh acha :smack: hehehehe sorry

Abhi :hmmm: Saturday kyoon?

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

So jaa’oo Raat kee rani

jabhee to tumhay apnay armpit achchay lug rahaiN hain is waqt, your brain is getting dry at this time of the night

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

:eek:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Main agar soo gai tau yeah jo 3 log mairay Under kaam kar rahay hain, yeh sochain gay chalo manager so gai hay hum bhi ghoray baich kar so jatay hain :emmy:

Isi liya main serious shakal bana kar acting kar rahee hoon jaisa main bara kaam kar rahee hoon takay wo teenoon baith kar calls attend karain.

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

saturday meri to friday hai kiya time

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

tumhari ankhoon main kya mirchain lag gai hain?

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Subah kay char bajnay walay hain :(

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

to ab wo kya kar rahey haiN? kay chalo agar manager GS pay chat kar rahi hay.. to ham bhi kartey haiN?

Look at that subordinate … wo kehta hay mujey apni smell achi lagti hay. Offering the lady colleague to try as well… pagal!

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

:smack: adrasteai aapko to kuch na kuch huwa hee rehta hai , chalo ja kar dhoo nay walay kebab banao phir se

and u ur two kids r cuteeeee

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Wo to maiN zara heraan pareshaan ho raha tha kay Tariq bhai apni kaisay shoongh saktay haiN?

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Ohoo main itni bhi pagal naheen hoon.

Woh meri screen naheen dekh saktay :phati:

Aur Im the only lady here, baqi teenoon mushtanday hain
Zara daraooni shakal bana kar bethna parhta hay rob shob dalta hay na :slight_smile:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

Main nay kya kiya :bummer:

Re: Mujhay ghussa aa raha hay

make them smell your armpit. They will never go to sleep after that