Meri DIL kho gayi

Re: Meri DIL kho gayi

dekho ab kya hota hai,kab tak milti hai :sad:

Re: Meri DIL kho gayi

:crying:

Re: Meri DIL kho gayi

zalim!!

Re: Meri DIL kho gayi

:@: wo na mere say aap ki burai kar rahi thi

keh rahi thi yeh burhiya najanay kab jae gi uper:halo:

Achha aisa kaha usne:mad2:,abhi apne bete se ja kar lagati huun:teary3:

Re: Meri DIL kho gayi

zalim saasu maa isme kai pareshani ki baat he

isi forums ke wedding/life threads me jao aur wahan se use dhond lao

am sure woh wahan aapki hi burai karai hogi
ya complain ke ghar ke sare kam karwati he burdia mere se
:D

Yehan chuppi hoi hay woh.

:rotfl:

yahaan ja kar munh peela kar rahi hai,ghar ke bartan kya iss ke mayke wale aa kar dhoyenge:ASA:

Uskay ghar walay bhee saray kay saray nikhatoo hain yehan picknic mana rahay hain

Oh boy I feel like Bee Jamalo.

:rotfl::rotfl::rotfl::rotfl::rotfl::rotfl:

:rotlf:

meri tau qismat hi phooti nikli,warna maine tau isharon main Mrs.Zardari se baat kar li thii,bas bete ki zid ke aage jhukna parha,iss kangli ko le aaya :mad3:

Re: Meri DIL kho gayi

MIL main aap say aap ki beti ka haath mangta hoon:blush:

Mirch ,aapka khuloos dekh kar zehan main sawaal aaya,kya kabhi aapne apni doosri shadi ke baare main socha hai :clown:

Aap ghalat mat samajhiye bas aise hi poochha

Main bhi abhi jawaan hi huun :clown:

:hmmm: best friend ki wife say chakar chalanay ke liye main badnaam to hoon

gf ki mom:hmmm:

:kiss: koi baat nahi ,is behti ganga main bhi haath dho lein

Aik hee ko bhugatna mushkal hay :snooty:, ab toh bachoon key he khushian dekahin gay.:slight_smile:

MashAllah aap tau barhe Saalim Niyat hain:)

Aaj bhi nahiin mili,koii achha sa rishta batao mere bete ke liye,larki kaisi bhi ho party maaldaar honi chahiye:wub:

aik party hai.. but unko bhe rishta chahey… whats your status? :faizy: