Meri DIL kho gayi

meri bahu kho gayi:(ab ghar ka kaam kaun karega

Aap khud pahchanain hamari tarha.

Aap kia nai hain?

Re: Meri DIL kho gayi

:rotfl: BED TEA…

aap tau hamein iss jahaanki nahiin lagtiin,:wub:
beta naam kya hai tumhara,walid sahab kya karte hain ,kahan rehti ho,ghar main aur kaun kaun hai:faizy:

kya hua janu:)

baho k aane se pehly kon karta thaa?? :hoonh:

Re: Meri DIL kho gayi

m thinkn bed tea kia saas bunake lake degi tumhe lolzz

:snooty:

hum ne kya pehchan na haiN, umeed ho ge keh aap Pakistan se hi hongiN aur hamara andaza sahi nikal ayeiga

khoobsoorat logon ko zyaada nahiin sochna chahiye,husn par asar parhta hai

**saas bhe kabhi bahu thee.. **

chalo jaa rahi huun rapat likhaii aauun thaane main

Re: Meri DIL kho gayi

yahaN par kon kon khubsurat haiN?

Re: Meri DIL kho gayi

ohh girl i already like u :) u just like ME

Re: Meri DIL kho gayi

ab main apni kya tareef karuun apne hi munh se

*agar apni bahu pyari hai tu aisa nahi karo... *

jia ji aap hum se idher guftugo kar rahiN haiN? shukriyaN

zalim ji, kabhi kabar apne mouN miaN mithuN hone maiN koyi haraj nahiN hota...

self confidence...

Re: Meri DIL kho gayi

hehe

Re: Meri DIL kho gayi

jia ji, lagta haiN keh aapko meri baat pasand ayiN, kya maineiN theik andaza lagaya?