Kahaan dhoondun kambakht ko:ASA:
Abhi tak bed-tea bhi nahiin mili mujhe:mad:,kitne armaan se bahu bana kar laayi thii muii ko:bummer:
Re: Meri DIL kho gayi
jee aap kisi aud ko lagadalo apke dil ki khooj par nikal dale
Re: Meri DIL kho gayi
![]()
chai mat peeyo:smack:
jee aap kisi aud ko lagadalo apke dil ki khooj par nikal dale
Sharbati ankhain are you indian?
Haan chai peena mana hai.
Kalay ho jain gay kali billi ki tarha.
Re: Meri DIL kho gayi
Shining ji jee hum bharat se haiN, aap ne kis lehaz se yeh poch dala?
Us muii naheen kal moohi ko ASA ka danda cheen kar marain.
suna hai aajkal yahan aik kali-billi aati hai bachhon ko daraane :aq:
lekin woh kambakht mile tab na,phir dekho aaj kaisi hajamat banati huun uski:smokin:
Q :aq:
Re: Meri DIL kho gayi
agar kali billi ati haiN to phir bachoon ki hifazati ke lye kuch karna chahiyeN na
zyada sawaal nahiin karo bohat ghusse main huun ![]()
Haan na aaj wo naheen aai to dil naheen lug raha hai. Maza bhi naheen aa raha hai.
My Fav. Billi na. Teri yaad sataundi.
yahaan bachhe hain kahan,Sab jawaan hain:wub:
Re: Meri DIL kho gayi
yeh billi ek aurat haiN? ya yeh kisi ka isme girami hai?
Shining ji jee hum bharat se haiN, aap ne kis lehaz se yeh poch dala?
Yoon hi dil chah riya tha.
jee sab jawaan haiN magar, lehaza sab billi se darte haiN, is ki wajohat kya haiN?