Hmmm Wese aap to sach much Princess_of_heart hai
[quote]
Originally posted by Nayab:
**
** Mar Mar ke pohanche haiN Musaafir WaaN tak
Yeh qabar ki Manzil bhi ajeeb Bhaari hai**
waan= WahaaN Old urdu
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
[quote]
Originally posted by Tassneef:
** ** Mar Mar ke pohanche haiN Musaafir WaaN tak
Yeh qabar ki Manzil bhi ajeeb Bhaari hai**
waan= WahaaN Old urdu
**
[/quote]
Hmm nice haan
Meri qabar pe anha to sath gheroun ko na lana
Murdo ko musalmaan jalaya nahin kartay...
waah*
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
** Wo aaye aaye haiN pashemaaN Lash per ab
Tujhe aye Zindagi LaaouN kahaaN se**
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
[This message has been edited by Tassneef (edited July 20, 2002).]
Jhoot kion bolhe farooq-e-maslehat keh naam par
Zindagii piyari sehi ,lekin humhe marna to hai
falakk say gungunatee hoee aati hein boondein
lagta hai kissi mah-jabeen nay pael chankai hai.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Qaid-e-Hayaat-o-band-e-gHam ,assal meiN dono aik haiN
Maut se pehle aaadmi gham se Najaat paaye kiouN
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
[This message has been edited by Tassneef (edited July 21, 2002).]
[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
**
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Qaid-e-Hayaat-o-band-e-gHam ,assal meiN dono aik haiN
Maut se pehle aaadmi gham se Najaat paaye kiouN
Sab kehte hai zindagi ko ik dard-e-saar magar
Marne keh wastee kohi tayaar bhi to nahin …
[quote]
Originally posted by Nayab:
**
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
..marna kon chaahtaa hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
..keya gardan se pakrhaa hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
** Dukh paa ke mar gaiyaa koi sukh paa ke mar gaiyaa
Jeetaa rahaa na koi ,har aik Aaa ke mar gaiyaa**
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**
[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
**
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
..marna kon chaahtaa hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
..keya gardan se pakrhaa hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
** Dukh paa ke mar gaiyaa koi sukh paa ke mar gaiyaa
Jeetaa rahaa na koi ,har aik Aaa ke mar gaiyaa**
Nahin jee hum neh kis ko dardan seh pakardhna hai…aap to jante hai keh hum kitni masoof ..aur shareef larki hai..hum eshe kaam kaha kar sakhte hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif
Mera janazah utha to badal bhi rohe
Sheher main sarhee raat bohot barsaat hohee..
[quote]
Originally posted by Nayab:
**
aaaho aaho right
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
** Qandeel Chehre sar-e-shaam mere Mazaar par aakar
CharaagH apni hasratoN ke jaalane lage haiN**
(poet= Tassneef)
Nice haan
Bohot khoob
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Be-noor hai chehre yaha ,Mayous hai har dil
Umeed ki kirnoh keh janazeh nahin uttay
Bohaat Aaa’laa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Huwe mar ke ham jo Ruswaa huwe kiouN na gHarq-e-dariyaa
Na kabhi Janaaza uThtaa na kahiN per Mazaar hotaa
Hmmm
Guzaarn-ne-walha tere dil seh to guzaar hi gaya
Pukhaar leh keh woh jaha seh guzaar na jahe kahee..
[quote]
Originally posted by Nayab:
**
Hmmm
Guzaar-ne-walha tere dil seh to guzaar hi gaya
Pukhaar leh keh woh jaha seh guzaar na jahe kahee..**
[/quote]
[quote]
Originally posted by Nayab:
[/quote]
Ops sorry hum neh to do baar post kar diya..
[quote]
Originally posted by Nayab:
[/quote]
TooTi QabroN per Baal bikhraye jab koi maah-jabeen roti hai
Mujhko aksar kHayaal aataa hai, Maut kitni haseen hoti hai
Koi baat nahi hai
vo na aayegaa hame.n maaluum thaa us shaam bhii
intazaar us ka magar kuchh soch kar karate rahe