Meri arzoo...

Ye mai bhi kya ke usse bhool kar bhi ussi ki rahi,
ke sath jiske na thi Humsafar ussi ki rahi

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary2.gif

Bhulaa diyaa mujhe Zaalim ne Aaadatan bhi magar
Wo baat jiss se keh yaad aaouN mujh meiN thi bhi nahiN


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

jee i am from germany

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

and 26

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

and i am from Bredstedt (Kreis= “Nord-Friesland”)(Land= “Schleswig-Holstein”)
no i dont mind

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Welcome to GS


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

[This message has been edited by Tassneef (edited July 14, 2002).]

Bass ho chuka Huzoor yeh pardaa haTaaiye
MaiN Muntazir hoon saamne Tashreef laaiye

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
**
Bass ho chuka Huzoor yeh pardaa haTaaiye
MaiN Muntazir hoon saamne Tashreef laaiye

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif

Apni mehfil main mujhe bulha keh dekh
Ya meri tanhayooN main a ke dekh
Main teri tarikh hon mujh ko na chordna
Bolhne walhe mujhe duhrah keh dekh…

[quote]
Originally posted by Nayab:
**

subah bakHair

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

bhoole they na bhoole haiN na bhooleinge kabhi ham
Aisaa na kiyaa thaa na kyiaa hai na kareinge ham


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

Mujhe bolhna bhi chaho to bulha na sakho ghe
Main to palkoN pe thehaar jaho gha,ansoohoN ki tarha...

[quote]
Originally posted by Nayab:
Mujhe bolhna bhi chaho to bulha na sakho ghe
Main to palkoN pe thehaar jaho gha,ansoohoN ki tarha...

[/quote]

Dil meiN YaadoN ki tarah, Aankh meiN Aansoo ki tarah
Tum mere paas raho phool mein khushboo ki tarah


*Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
*

Khushbo ke jazeeroN se,sitaroN ki had tak
Is shehaar main sab kuch ,faqat teri kami hai

[quote]
Originally posted by Nayab:
*Khushbo ke jazeeroN se,sitaroN ki had tak
Is shehaar main sab kuch ,faqat teri kami hai *

[/quote]

Tere Saath gai wo Raunaq
Ab iss Shehar meiN rakhaa keyaa hai


*Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
*

[quote]
Originally posted by Tassneef:
** Tere Saath gai wo Raunaq
Ab iss Shehar meiN rakhaa keyaa hai

**
[/quote]

Bolhe hai rafta rafta inhi modatoun main hum
Qiston main khudkashi ka mazha hum seh pochiye..

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif

nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

Zindagi se NimaT rahaa hooN abhi
Maut keya hai, meri Balaa jaane

Thanks jee

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Woh aye humhari kabaar peh aur charagh bujha keh chal diye
Nishaan to pehle hi mitt chukhee thay ab roh ko rolha keh chal diye

Nayaaabbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbb
Welcomeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee backkkkkkkkkkkkkkkkk

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

))))


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

Kehti hai meri Qabar pe ro ro ke Mohabbat
YouN kHaak meiN milte huwe ArmaaN nahiN dekhe


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

itne chekhne ki kya zarorat hai Tassneef bhai?uss bechari ke kaan ke parhde phat jaye ge,araam se bhi welcome keh sakte hai,iss tarha
gala saaf karne wala icon

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif

Welcome Nayaab jii

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Ohhhhhh so sweet of you…Thanks princess_of_heart jee …

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif

Lekin Tassneef jee cheek kar nahin keh rehe thay ..Woh to khushi seh..U know

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
** Kehti hai meri Qabar pe ro ro ke Mohabbat
YouN kHaak meiN milte huwe ArmaaN nahiN dekhe

Meri Qabar pe phool chardha raha hai kohi
Meri Qabar pe ansoo baha raha hai kohi
Eh mere khuda tordhi zindagii aur de dhay
Meri Qabar se udaas jah raha hai kohi…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/silly.gif

@behnaa

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

you are always welcome Nayaab ji

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif

i know ke Tassneef bhai kushi seh keh rahe thee,i was just joking

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif