[quote]
Originally posted by Farhina:
*vo na aayegaa hame.n maaluum thaa us shaam bhii
intazaar us ka magar kuchh soch kar karate rahe *
[/quote]
Tere Waade par jiye ham to ye Jaan JhooTh jaanaa
keh KHushi se mar na jaate agar Aitabaar hotaa

Originally posted by Tassneef:
** Tere Waade par jiye ham to ye Jaan JhooTh jaanaa
keh KHushi se mar na jaate agar Aitabaar hotaa**
[/quote]
Kaha tha uss seh mohabbat mat karna
Jinha hai chaar din ka ,usse dushwaar mat karna
Kabhi pyaar karne walhe bhi hote hai majboor
Badal jahe aghar raste to shiqayat mat karna
[quote]
Originally posted by Nayab:
** Kaha tha uss seh mohabbat mat karna
Jinha hai chaar din ka ,usse dushwaar mat karna
Kabhi pyaar karne walhe bhi hote hai majboor
Badal jahe aghar raste to shiqayat mat karna**
[/quote]
** WehashateiN is Qadar apnaa Muqaadar ho gaiN
Ham jahaaN pohnche hamaare saath Weeraane gaye**
Dost jee main sehi samjhee nahin …
hehee ab akisse samjhaaoN
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
yaani keh MayyousioN ke saye itne barh gaye haiN keh jo kaam bhi kiyaa uss meiN naakaam-o-nakaam hi LauTey
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
ab samjhiN
Hmmmm okay jee…thanksssss u r sooooo sweeettt
Taqdeer bananeh walhe to neh kamhee na ki
Kishi ko kia mila yeh to muqadeer ki baat hai...
[This message has been edited by Nayab (edited July 22, 2002).]
[quote]
Originally posted by Nayab:
**Taqdeer bananeh walhe to neh kamhee na ki
Kishi ko kia mila yeh to muqadeer ki baat hai...
[This message has been edited by Nayab (edited July 22, 2002).]**
[/quote]
Tadbeer se qismat ki buraai nahin jaati
bigrhi hui qismat banaai nahi jaati
[quote]
Originally posted by Tassneef:
** Tadbeer se qismat ki buraai nahin jaati
bigrhi hui qismat banaai nahi jaati**
[/quote]
Muqadaar ka likha mitha nahin aansoo bahane seh
Yeh woh honee hai jo ho kar reh-ghay har bahaneh seh
[quote]
Originally posted by Nayab:
** Muqadaar ka likha mitha nahin aansoo bahane seh
Yeh woh honee hai jo ho kar reh-ghay har bahaneh seh**
[/quote]
** Doobnaa hogaa! agar Doobnaa taqdeer mein hai
chaahe kashti pe raho chaahe Kinaare Jaao**
[quote]
Originally posted by Tassneef:
** ** Doobnaa hogaa! agar Doobnaa taqdeer mein hai
chaahe kashti pe raho chaahe Kinaare Jaao****
[/quote]
Tumhari chehra bhi doondlah gaya nighahoon main
Bharhe ho aank main aansoo to kia nazaar ahay
[quote]
Originally posted by Nayab:
** Tumhari chehra bhi doondlah gaya nighahoon main
Bharhe ho aank main aansoo to kia nazaar ahay**
[/quote]
** Piroye AansouN ke chand daane Taar-e-Mizhgaan meiN
Issi Tassbeeh per din raat Istaghfaar kartaa hooN**
Originally posted by Tassneef:
** ** Piroye AansouN ke chand daane Taar-e-Mizhgaan meiN
Issi Tassbeeh per din raat Istaghfaar kartaa hooN****
Hmmm wah wah …hmmm humhe bohot pasand aya
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Ankh ki seep main moti sa lazarta aansoo
Dil keh behtaab samundaar ka patha dehta hai
Originally posted by Nayab:
** Hmmm wah wah …hmmm humhe bohot pasand ayahttp://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Ankh ki seep main moti sa lazarta aansoo
Dil keh behtaab samundaar ka patha dehta hai **
Thanxx
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
nayaab
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
baat seep ki hui to mera sher
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
haazir hai
Baargaah-e-Izdi meiN Baaryaab aisaa huwaa
aik ik Aansoo mera Durr-e-Sadaf hone lagaa
Originally posted by Tassneef:
** Thanxxhttp://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
nayaab
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
baat seep ki hui to mera sher
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
haazir hai
Baargaah-e-Izdi meiN Baaryaab aisaa huwaa
aik ik Aansoo mera Durr-e-Sadaf hone lagaa**
Hmm nice haan
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Kishi keh khoof seh ji khool keh roya nahin jahta
Keh jo aansoo tapaktaa hai chupha lehtee ho daman main..
Originally posted by Nayab:
** Hmm nice haanhttp://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Kishi keh khoof seh ji khool keh roya nahin jahta
Keh jo aansoo tapaktaa hai chupha lehtee ho daman main..**
Tapak aye Shamma ! Aaansoo ban ke Parwaane ki aankhOn se
Saraa-Paa dard hooN hasrat bhari hai daastan meri
Nam hohee ankh tere baad to yeh jan ghay
Kitne ghum they jo tere ghum keh bahaneh nikhle
[quote]
Originally posted by Nayab:
Nam hohee ankh tere baad to yeh jan ghay
Kitne ghum they jo tere ghum keh bahaneh nikhle
[/quote]
HaaN aye gHam-e-Ishq mujhko pehchaan
Dil ban ke dharhak rahaa hooN kab se
Nafraton ke tiir kha kar dosto ke shehr main
Hum ne kis kis ko pukarah ye kahani phir sehi
Dil ke tutnee ka sabab pocha na sab ke samne
Naam ahe gha sirf tumhara yeh kahani phir sehi