Meri arzoo...

Meri arzoo ke darhiya meri ank keh samunder
Sabhi hoghay hai pathar terhi rah takte takte

[quote]
Originally posted by Nayab:

[/quote]

Bohat kHoob Nayaab Sahibaa

Daiyaar-e-MagHrib se jaane walo!daiyaar-e-Mashriq ke BaasioN ko
Kisi gHareeb-ul-Watan Musafir ki ChaahtoN ka salaam kehnaa
Hamaare Shaam-o-Sehar ka keya Haal poocHte ho ke lam'haa lam'haa
Naseeb in ka bana rahe haiN tumhaare hi Sub'ho Shaam kehnaa

Thanks Tassneef jee

Arz kiya hai :

Aghar zindagi main mil ghay pher itafaaq se..
Poche ghe apna haal teri be-bassi se hum..

[quote]
Originally posted by Nayab:
**Thanks Tassneef jee

Arz kiya hai :

Aghar zindagi main mil ghay pher itafaaq se..
Poche ghe apna haal teri be-bassi se hum..**
[/quote]

Jwaaban Arz kiya hai
**
ab ke ham bicHHrhe to shaayad kabhii KHwaaboN meiN mileN
jis tarah sookhe hue Phool KitaaboN meiN mileN**
ab keya kahiyeegaa aap?

Daiyaar-e-MagHrib se jaane walo!daiyaar-e-Mashriq ke BaasioN ko
Kisi gHareeb-ul-Watan Musafir ki ChaahtoN ka salaam kehnaa
Hamaare Shaam-o-Sehar ka keya Haal poocHte ho ke lam'haa lam'haa
Naseeb in ka bana rahe haiN tumhaare hi Sub'ho Shaam kehnaa

[quote]
Originally posted by Tassneef:
**
[QUOTE]

Hmmm wah jee wah ...
Arz kiya hai :

yaad to hogi tujhe woh batain wab bhi lekin
shalf main rakhi hohee band kitaaboN ki tarha
koun jahne ke nay saal main to kis ko pardhe
Tera mayaar badalta hai naseebooN ki tarha...

Ab aap kia kehe ghay tassneef jee....

[quote]

**Hmmm wah jee wah ...

isske jawaab meiN maiN apni hi aik ghazal ke do ashaar pesh kartaa hooN

**Goshaa-e-Dil meiN koi Phool khilaaye rakho
Aik Umeed pe AaaNgan ko Sajaaye rakho

Yaad usski to kissi Taaq meiN rakhne ki nahiN
Yeh saheefaa hai isse Dil se lagaye rakho

Meraa ImaaN hai keh usse LauT ke ghar aana hai
Taaq pe koi Diyaa Roz jalaaye rakho**

Daiyaar-e-MagHrib se jaane walo!daiyaar-e-Mashriq ke BaasioN ko
Kisi gHareeb-ul-Watan Musafir ki ChaahtoN ka salaam kehnaa
Hamaare Shaam-o-Sehar ka keya Haal poocHte ho ke lam'haa lam'haa
Naseeb in ka bana rahe haiN tumhaare hi Sub'ho Shaam kehnaa

[This message has been edited by Tassneef (edited June 22, 2002).]

Hmm bohot khoob tassneef jee...lekin diyoo ko kab tak jalahe rakhe ghay ...kabhi na kabhi to woh bujh hi jahtay hai ....

Na jahne kia soch kar chord gaya yadoon keh andehre main ...
Main ne to baar baar kaha tha mujhe andehroN se daar laghta hai ...

[quote]
Originally posted by Nayab:
**Hmm bohot khoob tassneef jee...lekin diyoo ko kab tak jalahe rakhe ghay ...kabhi na kabhi to woh bujh hi jahtay hai ....

Na jahne kia soch kar chord gaya yadoon keh andehre main ...
Main ne to baar baar kaha tha mujhe andehroN se daar laghta hai ...**
[/quote]

*Teraa hijr meraa Naseeb hai teraa gHam hi meri Hayaat hai
Mujhe teri doori kaa gHam ho kyouN Tuu kahiN bhi ho mere saath hai *

Daiyaar-e-MagHrib se jaane walo!daiyaar-e-Mashriq ke BaasioN ko
Kisi gHareeb-ul-Watan Musafir ki ChaahtoN ka salaam kehnaa
Hamaare Shaam-o-Sehar ka keya Haal poocHte ho ke lam'haa lam'haa
Naseeb in ka bana rahe haiN tumhaare hi Sub'ho Shaam kehnaa

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/eek.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/pagal.gif

great job tasneef uncle n nayab aunty

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggthumb.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

u guyz deserve a hand of applause..very well!!! BOHOT HEE ACHAY

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower2.gif

fo both of u

**]/] ]] $ ] ] ]/] **

OnE LoVe

Thanx Bhateeji

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

**Sheh-Ragg se QareeN mujhko Mehsoos jo hotaa hai
Dekhaa to nahiN usko Tanhaai meiN rochaa hai
Maqtal ki taraf aatey aur tez Qadam aatey
Aawaaz to di hoti ham teri Qassam Aatey
Aye Jazba-e-kHud’daari jhukne na diya tune
Likhne ke lyie warnaa Sone ke Qalam Aatey
**

Thanks XChorniX jee..

Wese aap peh aik shair yaad aya…
Arz kiya hai :

Bardhee muskheel se hum samjhe woh hum ko kia samajhte hai …
Jo ache hai woh to haar ik ko acha samajhte hai …

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
**
**Teraa hijr meraa Naseeb hai teraa gHam hi meri Hayaat hai
Mujhe teri doori kaa gHam ho kyouN Tuu kahiN bhi ho mere saath hai **

Yah to woh sochta hai jisse laghta hai keh woh humhesha us keh sath hai …lekin …

Ek pal bhi mera us ka muqaddar nahin milha
Duniya main har ik ko dilbaar nahin milta
Maloom nahin pyaar ne kaha kahee tokhaar
Aksaar jo milha karta tha
Aksar nahin milta…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

Dhoond Ujrhe huwe LogoN meiN Wafaa ke Moti
yeh kHazaane tujhey mumkin hai kHaraaboN meiN mileiN

aur yeh Ghazal
…
aap ko bhool jaayeiN ham itne to beWafaa nahiN
aap se kyaa gilaa kareiN aap se kucH gilaa nahiN

sheeshaa-e-dil ko torhnaa unkaa to ek khel hai
hamase hii bhool ho gai unaki koi Khataa nahiN

kaash wo apane Gam mujhe de deiN to kucH sukooN mile
Wo kitnaa badanasib hai gHam hi jise milaa nahiN

karnaa hai gar Wafaa to kya kaise Wafaa ko cHorh dooN
kehte haiN is gunaah ki hoti koi sazaa nahiN

**Sheh-Ragg se QareeN mujhko Mehsoos jo hotaa hai
Dekhaa to nahiN usko Tanhaai meiN sochaa hai
Maqtal ki taraf aatey aur tez Qadam aatey
Aawaaz to di hoti ham teri Qassam Aatey
Aye Jazba-e-kHud’daari jhukne na diya tune
Likhne ke lyie warnaa Sone ke Qalam Aatey
**

beautiful

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

i want it that way

[quote]
Originally posted by Tassneef:
** Dhoond Ujrhe huwe LogoN meiN Wafaa ke Moti
yeh kHazaane tujhey mumkin hai kHaraaboN meiN mileiN

aur yeh Ghazal
..........
aap ko bhool jaayeiN ham itne to beWafaa nahiN
aap se kyaa gilaa kareiN aap se kucH gilaa nahiN

sheeshaa-e-dil ko torhnaa unkaa to ek khel hai
hamase hii bhool ho gai unaki koi Khataa nahiN

kaash wo apane Gam mujhe de deiN to kucH sukooN mile
Wo kitnaa badanasib hai gHam hi jise milaa nahiN

karnaa hai gar Wafaa to kya kaise Wafaa ko cHorh dooN
kehte haiN is gunaah ki hoti koi sazaa nahiN

**
[/quote]

Hmmm bohot khoob...

Tumhara bas main aghar ho to bhool jaho humhe
Tumhe bholane main humhe shayaad zamana laghe

[quote]
Originally posted by Nayab:
Tumhara bas main aghar ho to bhool jaho humhe
Tumhe bholane main humhe shayaad zamana laghe

[/quote]

haaye Allah yeh kyaa yaad dilaa diyaa aap ne

__*

Tum apni yaad se keh do ke khabaR na le meri
mei'N apne dil se keh doonga ke bhool jaayo usse

(¯`~!‹‹®››...Hâm...IbŦ £dâ_ë_I§Ħq....mëiñ...Añjaam...HöĞeye...‹®›!~´¯)™ ©²°°²

“¨¬¯¯³ª¯¬³ª“.¥È báäžží ̧µQ KÌ Báäž¶ hãí jÔ ÇhãhÖ Lægäà dÔ Œãr kÊ“§¬Ã“°²“¨¯­¯–“*

[QUOTE]
Originally posted by MAREEZ_E_ISHQ:
** haaye Allah yeh kyaa yaad dilaa diyaa aap ne

__*

Tum apni yaad se keh do ke khabaR na le meri
mei'N apne dil se keh doonga ke bhool jaayo usse

Kion jee kheriyat to hai...

Yaad to eshi bohot si batain hoti hai ...lekin ab to muskhil ho gaya hai haar aik baat ko yaad rakhna...*

Sigh

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

…bohot bohot bohotttt achay tasneef uncle, nayab aunty aur mareez uncle

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggthumb.gif

u guyz r too good man

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower2.gif

**]/] ]] $ ] ] ]/] **

OnE LoVe

awwwww yeh mere pe arz kiya? wah wah wah bohot achay

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif

very niceeee nayab aunty