[quote]
Originally posted by Nayab: Koun kehta hai keh mohabbat ki zuban hoti hai
Yeh haqeeqkat to nigahon se bayaan hoti hai
Woh na ahe to satati hai khalish si dil ko
Woh jo ahay to khalish aur jawan hoti hai..
[/quote]
Mohabbat ke liye kucH kHaas dil makHsoos hote haiN
yeh wo nagHmaa hai jo har aaz pe gaiyaa nahiN jaataa
*Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
*
Kabhi takdeer ka maatam,kabhi dunhiya ka gila
Manzil-e-ishq har ghum pe ronha aya
Jab zikr howa zamaane me mohabaat ka
Humhe apne dil pe rohna aya **
[/quote]
Aalam aalam Ishq-o-JunooN hai, dunyiaa duniyaa tohmat hai
dariyaa dariyaa rotaa hooN maiN,Sehra Sehraa Wehshat hai
*Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
*
[quote]
Originally posted by Nayab:
** Yeh ishq hamara sachaa hai kohi reet par likha naam nahin ..
Ab moth hi hum ko judaa kar sakti haiinshanon ke bass ka kaam nahin.. **
[/quote]
haaN meri zindagi ki haraarat inhiN se hai
TuuTegaa kis tarah teri yaadoON kaa silsilaa
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[quote]
Originally posted by Nayab:
**
[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
** Teri Talaash meiN jab ham kabhi nikalte haiN
Ik Ajnabi ki tarah Raaste badalte haiN
Kabhi aziz the hum jin ko zindagii ki tarha
Abhi kareeb seh guzreh hai ajnabi ki tarha**
[/quote]
** Gaye dinoN ka SuraagH lekar kidhar se Aaaya kidhar gaiyaa wo
Ajeeb Maanoos Ajnabi thaa mujhe to Heraan kar gaiyaa wo**
*Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
*
[quote]
Originally posted by Tassneef:
**
** Gaye dinoN ka SuraagH lekar kidhar se Aaaya kidhar gaiyaa wo
Ajeeb Maanoos Ajnabi thaa mujhe to Heraan kar gaiyaa wo**
**
[/quote]
JO AANE WALE MUASAM HAIN INHAIN SHUMAR MAIN RAKH
JO DIN GUZAR GAI INHAIN GINA NAHI KARTE
WHAT YOU KEEP TO YOURSELF YOU LOOSE,WHAT YOU GIVE AWAY YOU KEEP FOREVER
[quote]
Originally posted by umeed24:
**
[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
**
** Gaye dinoN ka SuraagH lekar kidhar se Aaaya kidhar gaiyaa wo
Ajeeb Maanoos Ajnabi thaa mujhe to Heraan kar gaiyaa wo**
**
[/quote]
JO AANE WALE MUASAM HAIN INHAIN SHUMAR MAIN RAKH
JO DIN GUZAR GAI INHAIN GINA NAHI KARTE
Ehl-e-dil aur bhi hai, ehl-e-wafa aur bhi hai
Aik hum hi nahin, dunhiya seh khafa aur bhi hai
Keh aye dost mujhe ab itnaa bhi nazar-andaaz na karo keh mere dil meiN tumhaare lyie koi ehmiyat na rahe…kiounkeh jo insaan bohaat ziaada piyaar kartaa hai wo bhulaane mein bhi der nahin lagataa (yeh shaiyar ka nuqtaa-e-nigaah hai)
Oh ab samjhee…Hmm nice haan nice…samajh main ajahay to kitna acha laghta hai ..hena
YaadeiN teri salooq ki dasti hai aj bhi
Milne ki arzoo me tarasti hai aj bhi
AankheiN hazaar zabt ki koshish keh bawajood
Ruk ruk ke baar baar barasti hai aj bhi…