Meraa Qalaam nahiN Tasbeeh us MubaaligH ki
Jo bandagi kaa bhi har dam Hisaab rakhtaa hai
Meraa qalaam nahiN Meezan aise Aadil ki
Jo apne chehare pe dohraa Naqaab rakhtaa hai
Chehre pe hashi chah jahti hai ..
Ankhoon main saroor a jahta hai ..
Jab tum mujhe apna kehte ho..
Apne peh ghuroor a jahta hai ..
[quote]
Originally posted by Nayab:
** Meraa Qalaam nahiN Tasbeeh us MubaaligH ki
Jo bandagi kaa bhi har dam Hisaab rakhtaa hai
Meraa qalaam nahiN Meezan aise Aadil ki
Jo apne chehare pe dohraa Naqaab rakhtaa hai
Chehre pe hashi chah jahti hai ..
Ankhoon main saroor a jahta hai ..
Jab tum mujhe apna kehte ho..
Apne peh ghuroor a jahta hai ..**
[/quote]
**Khilaaf-e-maslehat maiN bhi samajhtaa hooN magar Naaseh
Wo aate haiN to chehre par Tahayyur aa hi jaataa hai
Samajhati haiN ma'al-e-Gul magar kyaa Zor-e-Fitrat hai
Sahar hote hi KallioN ko Tabassum aa hi jaataa hai **
*Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
*
[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
** **Khilaaf-e-maslehat maiN bhi samajhtaa hooN magar Naaseh
Wo aate haiN to chehre par Tahayyur aa hi jaataa hai
Samajhati haiN ma'al-e-Gul magar kyaa Zor-e-Fitrat hai
Sahar hote hi KallioN ko Tabassum aa hi jaataa hai **
Siraf chehre ki udaasi se bahaar ahe
Ansoo dil ka alaam to abhi aap neh dekha hi kaha hai
[quote]
Originally posted by Nayab:
**
[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
Siraf chehre ki udaasi se bahaar ahe
Ansoo-e- dil ka alaam to abhi aap neh dekha hi kaha hai **
[/quote]
Nice Ash`aar
**Chaak GirebaaN dekh ke hamko Logo kiouN Hairaani hai
Fasl-e-BahaaraaN Naam hai jiskaa, Fitrat ki Uriyaani hai
Aankh meiN jhaanko, gHam ko TaTolo, dildaari se Baat karo
Hanste Chehre per mat jaao,Dil meiN barhi Weeraani hai**
Kaif Muraad-abaadi)
*Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
*
[quote]
Originally posted by Tassneef:
**
[QUOTE]
Originally posted by Nayab:
**
[QUOTE]
Originally posted by Tassneef:
Siraf chehre ki udaasi se bahaar ahe
Ansoo-e- dil ka alaam to abhi aap neh dekha hi kaha hai **
[/quote]
Nice Ash`aar
**Chaak GirebaaN dekh ke hamko Logo kiouN Hairaani hai
Fasl-e-BahaaraaN Naam hai jiskaa, Fitrat ki Uriyaani hai
Aankh meiN jhaanko, gHam ko TaTolo, dildaari se Baat karo
Hanste Chehre per mat jaao,Dil meiN barhi Weeraani hai**
[Kaif Muraad-abaadi)
Hmmmm
Pathar banha diya mujhe rone nahin diya
Daman bhi tere ghum neh bhigone nahin diya
Dil ko tere naam ke aanso aziz thay
Dunhiya ka aur kohi dard samoneh nahin diya
Koun kehta hai keh mohabbat ki zuban hoti hai
Yeh haqeeqkat to nigahon se bayaan hoti hai
Woh na ahe to satati hai khalish si dil ko
Woh jo ahay to khalish aur jawan hoti hai..
Aaye wo din keh ham jinki Chaahat meiN ginte they din apni tasskeen-e-jaaN kelyie
Phir chehre haweeda huwe jin ki yaadein qayaamat thiN Qalb-e-tapaaN kelyie
ab next thread mein aapke ashaar ka jawaab detaa hooN
**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**