Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

YAd PHir aaya woh guzra howa sawan muj ko *
*phir marii ankh nay ronay ka bahana chaha !!!!

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

Aata Hai Yaad Mujh Ko Guzra Hua Zamana
Wo Baagh Ki Baharain, Chiryon Ka Cheh-cha-hana

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

nahn fursat yaqeen mano humen kuch or karne ki
teri yadeen teri bateen bara masroof rakhti hen...

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

Phir Sawan Rut Ki Pawan Chali Tum 'Yaad' Aye
Phir Patton Ki Paazaib Bajee Tum 'Yaad' Aye..

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

Jo Rukay To Koh-e-Giraan Thay Hum, Jo Chalay To Jaan Se Guzar Gaye
Rah-e-Yaar Hum Ne Qadam Qadam Tujhay Yaad-Gaar Bana Dia..

Re: Mehfil-e-Unwaan – Yaad

yaad rakho toh dil kai pas heyn ham
bhoul jaou toh faaslai heyn boht
:blush:

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

Phir Koonjain Boleen Ghaas Ke Haray Samander Main
Rut Aaee Peelay Phoolon Ki, Tum Yaad Aye..

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

lobaan meiN chiNgaaRii jaise koi rakh de yuuN yaad teri shab bhar see'ney meiN sulagati hai

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

:)

NikamiJano.. Yahan aapko YAAD pe shair sunana tha :p

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

suna dee'ya na :p

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad


ahasaas kii Khushbuu kahaaN aavaaz ke jugnuu kahaaN
Khaamosh yaadooN ke sivaa ghaR meiN raha kuch bhi nahiN

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

Changa Keeta Aye.. Btw Nice Choice :D

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

bhol jan bhi ussay yaad bhi kartay rehna
acha lagta hai issi dhun main bikhartay rehna

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad


yaadoN k dreechooN ko zaRa khol k dekho
hum log wohi haiN k nahi bol k dekhoo
za'Ray haiN magaR kam nahi paa'oo gay kisi se
phiR jaa'nch k dekho hamiN phiR to'al k dekho

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

Kisi Ki Yaad Mein Yah Junoon Keisa Faraz

Jo Tum Ko Bhool Gya Hey Usey Tum Bhi Bhool Jao

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

Pehle To Main Cheekh Ke Roya Aur Phir Hansne Laga
Badal Garja Bijli Chamaki Tum 'Yaad' Aye

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

bohat khoob

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

**aweosme**

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad

nice choice

Re: Mehfil-e-Unwaan -- Yaad


ujalay apni yadoo'n kay hamry sath rahnay dou
na janay kis gali mai zindagi ki sham hojaye