wah wah
kuch na poocho hamara hal
Hum to hain behal:bummer:
wah wah
kuch na poocho hamara hal
Hum to hain behal:bummer:
wawawwawawwawawawwawawawwawaaaaaaawawawwawawawwawawawwawawawwawawwawawawawwawawawwawawawwawawawawwawawawwwawwawawwawawawawwawawwawawawwawawawwawaaaaaaawawawwawawawwawawawwawawawwawawwawawawawwawawawwawawawwawawawawwawawawwwawwawawwawawawawwawawwawawawwawawawwawaaaaaaawawawwawawawwawawawwawawawwawawwawawawawwawawawwawawawwawawawawwawawawwwawwawawwawa
Suna hai taba kuch na saaz thee aap ki
Farmaieay ab tabiyat kaisee hai aap ki
Duaain hain keh hamesha khuh raho aap
Chehray pa sada rahay hansi aap ki
For you Sandleen :)
mujy samj he nai ayee:rotfl:
![]()
bicharay bechay nay itni mehnet ki thi:smack:
:rotfl":rotfl":rotfl"
[QUOTE]
*Originally posted by Sandleen: *
:rotfl":rotfl":rotfl"
[/QUOTE]
Yeh daikh ker to waqaye tumharay"bhaijay main goli"mar dai ga:D
Re: Mehfil-e-Sukhanwaraan-e-Gupshup
:topic:
![]()
:)
wise bhia sorry na ![]()
mazaq kia tha
aab para hai n mujy samj bhi aa gaya hai ![]()
thanku ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Sandleen: *
:rotfl":rotfl":rotfl"
[/QUOTE]
Yeh lootna pootna band karo tum
Zameen ko ganda kerna band karo tum
chalo chup kerkay aik taraf betho
Ya phir shaeri ki zaban main baat karo tum
:D
lootnay pootnay sey pery hein dagh kaproon pey
ab chahye Surf Excel layo, Bright, ya layo Arial tum
tumhi ko dhooney hoon gey yeh kaprey
chahye koi bhi ab bahana banayoo tum
![]()
Lo, yahan par bhi post karta hoon..Kia yaad karo gai...:D
Teri furqat nay dil ko udaas ker diya hai
KhushiaN duur ghamoN ko paas ker diya hai
Isqadar musalsal theeN teri bay aitnaaiyaaN
Jazbaat say aari ab hur ehsaas ker diya hai
:)
aap ne bi chun liya udasi ko
aap to hi wise guye the.....
Dimaaghi Qabz kaa aaj kall shayad maiN shikaar ho gayaa hooN
Koie shair aataa nahiN, lagtaa hai beemaar ho gayaa hooN ![]()
kaisay bhool gaye loug woh jo hum ko
apnay khuaabouN maiN sajaayaa kartay thay
apni har khushi maiN jo buss hum ko
saaNjhaa apna banayaa kartay thay
hum ko kiouN hoti hai aaj waisee hee khalish
jaisee loug hummaiN apni batayaa kartay thay
:)
ZABERDEST :k: ![]()
Guzishta say paiwasta...
Tum nay bhi tu chup see saadh lee hai
Ab nahee kertay bataiN jo bataya kertay thay
Woh tohfay tahaaif ka tabadla woh ahd o paimaaN
Bhool gaye woh waday jo roz nibhaya kertay thay
Hur baat maiN woh hansna yaad aata hai
Kitna hansa hansa ker rulaya kertay thay.
Kho ker tumhaiN jo ab paya hai dobara
Hua ehsas, Ali tum ko bohat sataya kertay thay
:)
*Hur baat maiN woh hansna yaad aata hai
Kitna hansa hansa ker rulaya kertay thay.
*
wah!
Waaaaaaaaaah! how true:D