Re: Masoom muhabat ka
Sub secrets bata doon:emmy:
Re: Masoom muhabat ka
Sub secrets bata doon:emmy:
Re: Masoom muhabat ka
MM ne mera nick chori kiya hay u us pe kuch likh do ![]()
Re: Masoom muhabat ka
nai sirf baqiya hose wala bata do ![]()
Re: Masoom muhabat ka
LP Ka Ghubara
LP ki mohabbat ki bas itni si kahani hai
ghubaray ki bewafai par ik nazm likhani hai
dhaga b kacha hai ghubaray me hawa kam hai
petrol pump le ja kar bas hawa bharwani hai
![]()
Re: Masoom muhabat ka
Mujhay iss par apnay bachpan ka waqa yaad aa gia :hinna:
Re: Masoom muhabat ka
LP ki mohabbat ki bas itni si kahani hai
ghubaray ki bewafai par ik nazm **likhwani **hai
dhaga b kacha hai ghubaray me hawa kam hai
petrol pump le ja kar bas hawa bharwani hai
sare gubbaray ka hashar nashar kar diya LP ne
bas ab gubbaray k baqiya hisay se jaan churani hay
![]()
Re: Masoom muhabat ka
aap k pass wo cycle tu abi b hay pir aap ko bachpan ka waqa kyo yaad a gaya ![]()
Re: Masoom muhabat ka
jab u ko bazar cheezein lena bheja tha aur u ka cycle penkchar ho gea tha ![]()
Re: Masoom muhabat ka
acha ![]()
Re: Masoom muhabat ka
nai jb wo shop se cheezian chori kar k cycle pe baith k jane lage tu cycle penkchar ho gea tha ![]()
Re: Masoom muhabat ka
ab agla sher u ki terf se ![]()
Re: Masoom muhabat ka
ye yoon nai huwa tha u ko nai pata ![]()
mere sar mein dard hoing issliye mein ne khali dimagh se nai sochna mazeed ![]()
Re: Masoom muhabat ka
puncture khud laganay key koshish key thi bachpan main
aur sari tube aur tyre phat gia tha ![]()
shayad main nay Guthleon key shikaar ko yah waqa sunaya tha :cobra:
Re: Masoom muhabat ka
![]()
Re: Masoom muhabat ka
ye kiya likha hai ![]()
abhi aur b likhein ge dora kion par gea hai ![]()
Re: Masoom muhabat ka
karein ge zaroor karen ge ![]()
Re: Masoom muhabat ka
pir kese howa tha ![]()
goli kha k soch lo ![]()
Re: Masoom muhabat ka
kis kisam ka PUNCTURE lagaya tha aap ne
![]()
Re: Masoom muhabat ka
Jaldi complete karo poem…usko final touches deyni hain:blush:
Re: Masoom muhabat ka
pehle apna title change karo pir karon ga ![]()