Masoom muhabat ka

Re: Masoom muhabat ka

ham loug jaldi kaam nai karte :snooty:
agr jaldi likhwani hay tu kesi ar se likhwa lo :crying:

Re: Masoom muhabat ka

baqi IS bhai karein ge :crying:

pehley u apna change karo phir me karoon gi :barbie:

Re: Masoom muhabat ka

nai u ka abi sar dard kar raha hay is laiye abi complete nai ho sakti :crying:

mai ne tu already kar liya howa hay :crying:

Re: Masoom muhabat ka

5 min hainn....jaldiiii werna maine adhori he chaap deyni haiiii

Re: Masoom muhabat ka

agr adhori chaaapiii tu ham lougo ne u pe muqadma kar daina hay :crying:

Re: Masoom muhabat ka

aur nai aati mein chor hoon koi shaira nai :crying:

LP ki mohabbat ki bas itni si kahani hai
ghubaray ki bewafai parik nazm likhwani hai
dhaga b kacha hai ghubaray me hawa kam hai
petrol pump le ja kar hawa b bharwani hai
GS pe hangama hai LP le Ghuabaray ka
IS bhai ko ye baat bilkul nai batani hai
LP ne soi maar kar ghubaray ko pharra hai
ro ro kar ye baat hamne sab ko batani hai

Re: Masoom muhabat ka

LP ki mohabbat ki bas itni si kahani hai
ghubaray ki bewafai par ik nazm **likhwani **hai
dhaga b kacha hai ghubaray me hawa kam hai
petrol pump le ja kar bas hawa bharwani hai
sare gubbaray ka hashar nashar kar diya LP ne
bas ab gubbaray k baqiya hisay se jaan churani hay
LP lakh chupaiye is baqiya hisay k khufiyaa secret
ham ne bis baqiya hisay ka ik-ik secret ugalwana hay
MM ne tu likh di hay LP k gubbaray ki Nazam
per mai ne LP k gubbaray k Baqiya hise se kali chadar uthani hay