Masoom muhabat ka

Masoom muhabat ka bas itna fasana hai,
Karaye ki cycle hai aur tire b porana hai
Sarak hai ya khadon ka tay-khana hai,
Ghanti b toti hai aur bachay ko b hatana hai
Paidal admi ko saTne ki umeed bohat kam hai,
Cycle b purani hai aur penkchar b lagana hai
Pohanchay ya na pohanchaay apni manzil pe,
ik shaks ko cycle se ghar b pohanchana hai,
Bholi si ada koi phir ishq ki zid par hai,
Karaye ki cycle hai aur time pay jana hai

:crying:

Re: Masoom muhabat ka

wo cycle karaye ka nai balke chori ka tha :crying:

Re: Masoom muhabat ka

u ne chori kar ke diya tha mein ye bat nai batana chahti thi

acha ab yoon kar lein phir

chori ki cycle hai aur tire b porana hai :crying:

Re: Masoom muhabat ka

u ne kaha tha na chori karne ko :crying:

haan ye theak hay
oper wali sari edit karo ab :crying:

Re: Masoom muhabat ka

plan to u ka tha :crying:
nai wuh ab edit nai karoon gi :crying:

Re: Masoom muhabat ka

Awww… masoom si shayeri :hayaa:

Re: Masoom muhabat ka

u ko b kuch likhwana hai to bata do :crying:

Re: Masoom muhabat ka

dono ka plan tha
edit kyo nai karo gi
:crying:

Re: Masoom muhabat ka

its masoom KI shayeri:barbie:

Re: Masoom muhabat ka

Haan na :blush: mere bachpan waley ghubbare pe likho:@:

Re: Masoom muhabat ka

aap ne abi tak sanbaal k rakha howa hay :eek:

Re: Masoom muhabat ka

Nai na IS....usi k baare mai tou likhna hai....beywafa ghubbara chor k chala gaya:(

Re: Masoom muhabat ka

nai u ka hi plan tha
edit nai karoon gi bas kah dia :barbie:

mein ne to chori ki hai aur copy paste ki hai :crying:

acha u ke ghubare pe b likh dete hain :blush:

Re: Masoom muhabat ka

per u ne kaha k ghubbare pe likhna hay ab jb tak ghubbara nai ho ga us pe likha kese jaiye ga :crying:

Re: Masoom muhabat ka

acha na karo edit :crying:

daikha u ne maan liya k u ne e chori ki hay :crying:

Re: Masoom muhabat ka

Ghubbare ki bewafaye k baad maine uska hashr nashr nikal diya:x2: uske baqiya hisse pe likhna hai:@:

Re: Masoom muhabat ka

u ne cycle chori ki hai mein ne shairi kar li :crying:

baqiya hissa bhej do me chori karwa ke likhwa doon gi :crying:

Re: Masoom muhabat ka

us ka baqiya hisa kab aya tha :crying:

Re: Masoom muhabat ka

Tum chori karo....aur mujhe bhejo....mai khud likh longi:@:

Re: Masoom muhabat ka

mai ne kab chori ki :crying:

is dafa main chori nai karo ga :crying: