MARD

ki jama kya hoti hay ?

:konfused:

Re: MARD

amrood :omg:

Re: MARD

^ :rotfl: HAHAHAHAHAHA

**hahaha…to ek amrood mard huaa…so ab aaj se amrood na khaanaa…na maHram hai lol **

maiN bataa duuN yaa auroN ko chance duuN shaayad koi kelaa santara bataa de lol :wink:

Re: MARD

just wanted to confirm
someone told me it was MARDOOD :mad:

Re: MARD

Mard Hazraat

Re: MARD

ahahaha mardoooood ... wo b thik hai ... hahahahahha

KKF ap ker dein her cheez na-mehram ... ahista ahista sab kuch namehram ho jayayga ... mian b ... tab kya ho ga?????

Re: MARD

Come one called me!

:@:

lol…hahaha…yaar tum kaise Luckhnauwi ho lol mardoo = mard Hazrata hahaha

**
nai ji…aise to nai banaayeN naye alfaaz lol…yeh to do word ka plural kaise ho gayaa? hahaha**

Re: MARD

In “Yoooo” type urdu
it could be “mardzz” :hmmm:
no? :aq:

Re: MARD

mardzz … naaaaaa … maza nahi aya …

“ab mein itnay saay bhaand mardoodoun ka kya karoun? fridge mein to fit anay say rahay”

:rotfl:


**
nai ho jaane do naa-maHram...usko maHram karne kaa tareeqa mujhe aataa hai...Halaal kar duuNgaa sab :) haha**

Re: MARD

yeh mehram na-mehram kidhar say a gaya :mad:
we are discussing serious urdu girraamaar :kursi:

Re: MARD

*tabhi to aayaa yeh sawaal k mard agar amrood hai to amrood naa mahram huaa na ;) haha
*

Re: MARD

What about Sohail?

Sohail ki jama IssHaaL hoti hay?
:rotfl:

**
yeh kia? aaj to urdu kii Taang ham sab mil ke toReNge uske ba’d use bewa kar ke chhoReNge lol :rotfl:**

Re: MARD

bohat saray mard:no:

tum ne to urdu ko bam se uRaa diyaa lol haha :rotfl:

did you “think” before answering :hmmm:

P.S.
:omg:

hey just kidding :hug:

:omg: :rotfl: