MARD

Re: MARD

whats the english of bam :hmmm:
hand-grenate OR Pome-granate :hmmm:

Re: MARD

pehlay ye sabit ho jaye k grenade is a bam … to phir thik hai … warna bam ki english hui zadhu balm :smiley:

Re: MARD

nai nai…yeh na yeh bam hai aur na vo bam hai…yeh to yeh BUM hai :wink:

Re: MARD

Mard ki jama Mardeen.

Re: MARD

ab main aap sub mardoun sy kia kahoon

Re: MARD

pehly sub mil kar mard ki jamah batao Bam ko bad main dekh lain gah

**
ok boss…maiN bataa detaa huN:

mard kii jam’a [plural] hai mardumaaN** :slight_smile:

thats kinda shekssy :blush:

**
lol..actually, the word mard in urdu is an abbreviated form of the farsi word mardum [now, even in farsi, mard is used] so the plural is mardumaaN.**

Re: MARD

mardumaan o mardoodaan bay’shumaaar

wahan har taraf mard hi mard thaay :hmmm:

**
lol…mardum aur gandum…sound similar and funny haha…gandum khaa ke mardum dhandhum ho gaye :)**

Re: MARD

salam
mard ki jama bht sarey mard

**
w salaam Maria D’Great…kahaN thiiN itne dinoN se? sab Kahiriyat hai na?

mardumaaN di ToliyaaN :)**

Re: MARD

hhahahahha nice one hasmat:hehe:

Re: MARD

main to yahien the ap k dil main hasmat g

**
oh achchhaa achchhaa…mujhe to ab pataa chalaa…koii baat nahiiN…Khaali makaan tha bhar gayaa lol ;)**

Re: MARD

khali to nhi tha karaye per rehna per gaya mjhe:(

nai nai…maiN ne apne munshii jii se kah diyaa hai aapke tumhaare kiraaye kii ek ek paaii vaapas kar dii jaayegii :slight_smile: :cb:

Re: MARD

discuss girraamaarrrr only :bailan:

giraamar ko urdu meN kia kahveN miyaaN?