Mahawaray

Re: Mahawaray

Tail dekhoo Tail ki dhaar dekhoo

Re: Mahawaray

^ ^ ^

Kaam ka na kaaj ka, Dushman Anaaj ka :D

Re: Mahawaray

ohh to yea phir mahaawra nahi hai :bummer:

Re: Mahawaray

essa met kahoo bhai maiN to office maiN betha huwa hoo :teary1:

Re: Mahawaray

nahiiiiiii woh mahaawra bilkul theek haiN, bus maiN theek nahi :smiley:

Re: Mahawaray

“Sawan ke andhe ko seb hara-bhara hee dikhaaye detaa hai”":smiley:

Re: Mahawaray

kyoo tumhain kia hoa

Re: Mahawaray

:smack:main nay parha Dubai :rotfl:

Re: Mahawaray

Bus kuch dukhi dukhi sa hoo :teary1:
Na raat to nind aati haiN na din koo bus aik hi chehra nazroo k samnay ghumta rehta haiN :bummer: na khanay ka dil hota haiN na pinay ka bus coffee aur ciggy

Re: Mahawaray

Moulvi ki Dhoor masjid tek,
Dubai sai bahir bhi nikkel ker dekh liya keroo :hoonh:

Re: Mahawaray

Mullah dee daur masset.

Eik aur punjabi mien:

Zaat dhi kor kili tey chateeran noo japphay.

Re: Mahawaray

ehsan bhai,
yeh aap kin chakron main parh rahay hain aaj kal ?>
kabhi shairi, kabhi ashaar and now itni mushkil punjabi :s

Allah reham karay gs par :s

Re: Mahawaray

Unn sai kaha baithnai ko woh to lait gaye :hoonh:

Re: Mahawaray

Bus aap kee dua chaeye, agay agay dekhey hota hai kiya.

Re: Mahawaray

Ehsan ji, with all due respect, let me make a couple of corrections :D

Mullah dee daur maseet tak (or tikkar)

Killi ----> Kirli = lizard

Re: Mahawaray

dua to meri aap kay sath hi hay, lkein mujhay aap kay andaaz kuch khatarnaak lag rahay hain aaj kal :s

yeh shairi ... yeh poetry , yeh bazm-o-adab ki baatain ... nai nai ... hamain wohi hansta khailta Ehsan bhai lota dikjiay plz ... :-d

khair, j/j its actually good to see u in there, lekin thori si polish ki zaroorat hay, jo ham sab mil kar kar hi daingay aap ki inshAllah :-p

Re: Mahawaray

Neither there be 360 Litre of Oil, Nor the Radha will Dance :queen:
(Naa nau mann teiL hogaa, naa Radha NaachaY gee)

:nuch:

Re: Mahawaray

^-- smack at calculation of 9 mann oil into 360 lit rotfl
hadd hay yani kay

going from FPS to MKS systems :-p

Re: Mahawaray

:naraz:

Re: Mahawaray

AQ kal say polish kar rahay hain. Itni lambi chori nazam likh dali. :)