Re: Mahawaray
Nach na aye aangan tera :p
Re: Mahawaray
Nach na aye aangan tera :p
Re: Mahawaray
Aap aaye ghar hamarai, kabhi hun Unn ko Kabhi Decent_Gunda error Decent_Munda ko dekhtai haiN
Re: Mahawaray
haaaaaan, ye sun ker ABBA to barhay khush hoo rahaiN thai app ko kiya hoo gaya abba ko bhi to khush honai doo.
Khoda pahar nikli Billi ohh error nikla chuha
Re: Mahawaray
Ye Kohn sa mahawara haiN khair
Jiss k Cell ussi ko sajhai ![]()
Re: Mahawaray
dour k dhol suhane :)
Re: Mahawaray
bade mian bade mian chote mian subhan Allah ![]()
not sure if this is the right form or its the other way round :nahnah:
Re: Mahawaray
kya yaad karo ge kis sakhi se paala pada tha
not sure if this comes under mahawre but i use it alot :D
Re: Mahawaray
Iss umer mai bhi aap dour k dhool daikh laiti haiN MashaAllah ![]()
Re: Mahawaray
Apani Galli mein Kutta bhi Sher Hotaa hai!!:D
Re: Mahawaray
Theek haiN phir aap apni Gali sai bahir nikkel ker millay ![]()
Re: Mahawaray
“Til ka taad” mat banaao ![]()
Re: Mahawaray
Til ka laddo to sunna tha ye Til ka taad kiya hota haiN bhai :)