Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
Iss dil kay dareeda daman ko, dekho tou sahi, socho tou sahi
jis jholi main sau ched hoay, us jholi ka phailana kia?
daaman

**dard se meraa daaman bhar de yaa allaah
phir chaahe diivaanaa kar de yaa allaah
Allah**
Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
Hum'safar chahiye hujoom nahi....
Aik musafir bhi qafila hai mujhay....
hujoom
Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
Hum'safar chahiye hujoom nahi.... Aik musafir bhi qafila hai mujhay....
hujoom
Iss mein Allah kahan hai?
Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
Iss mein Allah kahan hai?
lols. he se shair post ho gaya...
Ya dharti ke zakhmon par marham rakh de;
Yaa mera dil pathar kar de yaa Allah
Marham
Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
Waqat Hota Hai Her Ek Zakham Ka Marham Mohsin
Phir Bhi Kuch Zakham Thy Asy Jo Na Bharty Dekhy
Waqt
Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
ishq ne aakhir seekh li waqt ki taqseem bhi
wo mujhe yaad to aata per kaam ke baad
kaam
Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
**vo log bahut Khush qismat the
jo ishq ko kaam samajhate the
yaa kaam se aashiqii karate the
ham jiite jii masaruuf rahe
kuchh ishq kiyaa kuchh kaam kiyaa
khush qismat**
Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
https://fbcdn-sphotos-b-a.akamaihd.net/hphotos-ak-ash4/418519_10151146500840700_1682472934_n.jpg
Pari
Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
**Falak se jo zami pe utri
Lagti ho jaise ek pari
Dekh ke tumko phool bhee muskaraye
Sun ke aahat hawa bhee ruk jaye
Hawa**
Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
konsa gaana hai? ![]()
Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
hawa k sath badalta hy un ka husn-e-salook
haseen log b hoty hain mosmon ki terha…
salook
Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
![]()
![]()
Tere salook se shikwa nahi “Khuda” ki Qasam
Mere khuloos mein shayed koi kami hogi
khuloos
Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
salook se shair suna ke jaiye ga ![]()
Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
yeh kya hai

Phela.. jawab un logon kay liye hia jinhon nay salam pesh kita tha.... aur dosr mera salam hai jo naye anay walay ko meri taraf say hai...
Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
^ sorry… wrong thread… can you move them in TP… :sid:
Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
hawa k sath badalta hy un ka husn-e-salook haseen log b hoty hain mosmon ki terha…
salook
chehre badal badal ke mujhse mil rahe hain log
itna bura salook meri sadgi ke sath
Bura
Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
Hijar Ki Aag Mein Sulgo Tu Bura Lagta Hai
Tum Mere Dedar Ko Tarso Tu Bura Lagta Hai
aag
Re: Lafz Ba Lafz - Poetry Game - Jan 2014
**bharakaa rahe hain aag lab-e-nagmaagaar se ham
Khaamosh kyaa rahenge zamaane ke dur se ham
Khamosh**