rabika
July 31, 2005, 8:04pm
81
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
bass kia karain Rabika, insanoon k saath reh reh kar kutton kay jazbaat say door nikal gayay thay, kuttay kia hain, q hain sab bhula dia tha… aaj jab apnay ap ko ayeenay main daikha to laga kay ham insanon say achay to kuttay hain
waisay khush to main bhi hoon apnay aap ko daikh kar aaj … lekin bas thori dair k liay, q k main jaanay waala hoon hehe
ata bhai u know? aaj aap ko dehk ker mey itney ursey baad kaafi deir key liyeh net per aur GS per rukii hein:( n yeah i m very happy to see you here in puraney dhang! ab aap kithey ja rahey ho?
** anwaar**: aap kitney samhjdaar hein na?
system
July 31, 2005, 8:04pm
82
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
meri marzi
AQ
July 31, 2005, 8:04pm
83
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
Inna LillahaY waa inna IlyehaY Ra’jeeooN
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
ahem …ahem strepsils pleaje
Kutta pana hamain nahi budhoo parsad ji, balkay ham khud hi kuttay panay ko hogay hain hula …
yaar insanoon nay to bohat kaata hay… lekin aj aik kuttay to kaata to saaray dard taaza hogayay
AQ
July 31, 2005, 8:05pm
85
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
Allah ka shukar hai kabhi ghuroor naheeN kiyaa
system
July 31, 2005, 8:05pm
86
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
Sardi Khansi na maleria howa
Main gaya yaroon mujh ko…
Kuttaria howa Kuttairia howa…bhangra
chalo sab gaoo…
Mehandi say likho Gori
Hathoon pay sakhiyoon
meri Kuttia ka naam :S…
oops yeh to kuch galat hogaya lagta hay :S sowwy :s
kuch nahin, bohat kuch ghalat ho gaya hay
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
to kia howa, bhaag kar kaat loonga :-p LOL
rabika
July 31, 2005, 8:07pm
88
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
hein?:S kia?
aur yeh bhi sey kia muraad hey? aur ap ney kis ka kiya bigara hey ata bhai?
system
July 31, 2005, 8:08pm
89
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
ata bahi aap ki halat bigarti ja rahi hay.. doctor se jald az jald rojuu kerien.. :halo:
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
Oye no blue face :-p hugs enjoy untill I am breathing hula
chalo ab nai jaata bas, jab tak ap sab log ho yahan hula …
ps: don’t u guys think I also miss u guyes ?
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
ello ello
rabika
July 31, 2005, 8:08pm
92
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
kerna bhi nahin chahiyeh…mey ney konsa tareef mey kaha tha
AQ
July 31, 2005, 8:09pm
93
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
prove it
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
itna lamba naam ? :S
system
July 31, 2005, 8:10pm
95
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
Maheen2002:
ello ello
aaye jee.. :halo:
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
haha hehe hoo rotfl …umm mera matlab tha k q na aik biryani khanay ka moqa nikaal loon ap kay gahr :-p bhudhooo :-p
AQ
July 31, 2005, 8:10pm
97
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
ik kuttaY kee kuti say mujhaY piyaar huvaa thaa
hye piyaar huvaa thaa
(break)
dil uss kee mohabbat maiN griftaar huvaa thaa:nuch:
rabika
July 31, 2005, 8:11pm
98
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
Oye no blue face :-p hugs enjoy untill I am breathing hula
chalo ab nai jaata bas, jab tak ap sab log ho yahan hula …
ps: don’t u guys think I also miss u guyes ?
oawwww u r so sweeeeet:hula:
thast good na
haan na v miss u very very much …aur mey msn per bhi miss kerti hoon aap ko bhaiyah:/
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
arrey wo Dr hi paida nai howa jo hamara ilaaj karay smokin
haan kisi mechanic ko chaho to bula lo :-p
Maheen ,
ab arai ho ? mad chalo jao shuroo say sab rpelies kay jawaab do bas abhi smashing her
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
Oh Maiee… rotfl
kahan say laaya bhai yeh…
hahahah Mehdi Hassan Singing Kutta songs LOL