Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
iss jumlaY kee tone tau aisaY hee ho gaYee jo aik bander naa kahaa thaa kabhi:
Jee maiN LaNdoraa hee bhalaa
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
iss jumlaY kee tone tau aisaY hee ho gaYee jo aik bander naa kahaa thaa kabhi:
Jee maiN LaNdoraa hee bhalaa
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
I was so damm dead today… so tired, frustrated and so many…
I was almost gone…then I saw Anwaar, then I saw passo…then…![]()
so I decided to stay with them hea…and now u can see what I turned into ![]()
After ages I came, with some lost sprit, to cheer and to be cheered, I should not come na ?
heheh no no Mujay Kutta pana howa hay :-p
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
‘Oxy’ is taken from Oxygen
tau jub aik moron shakhs ko aap oxygen day day kar zindaah rakhaiN tau woh bun jaataa hai ‘Oxymoron.’
![]()
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
waisay seriously agar moonh lagao to kaisay lagogay na ![]()
log kahain k daikho kia pose hay
bachay bolaingay k konsa waala ziada cute hay ? 2 paoon wala k 4 paoon wala ?
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
ata bhai:
arey mey tou yeh soch rahi thi key aap aaj dogs per hi kyun guftugu ferma rahey hein:bummer: aap ney kisi ka hal sun liya tha kia?
aap bohat hi budhu hein bhaiyah
aur mey ap ko is terhan dehk ker bohat bohat happy hoon:hula:
well said brother!:k:
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
pata nahi vatever
![]()
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
kutton ka khayal to kabhi gaya hi nai tha dil say ![]()
unn kay aanay say ajati hay jo chehray pay Muskaan
wo samjhtay hain k kuttay ka haal acha hay hoonh
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
now say Thanks ![]()
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
ji nai 'angoor khattay hain ’ iss liay uss nay kaha tha :-p
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
ofcourse 4 paaon wala zaida cute lagey ga ![]()
j/k
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
matlab** kutta** ziadah cute lagaY gaa ![]()
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
![]()
ata bahi aap ko zaroor kuch hogaya hay… :halo:
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
bass kia karain Rabika, insanoon k saath reh reh kar kutton kay jazbaat say door nikal gayay thay, kuttay kia hain, q hain sab bhula dia tha… aaj jab apnay ap ko ayeenay main daikha to laga kay ham insanon say achay to kuttay hain ![]()
waisay khush to main bhi hoon apnay aap ko daikh kar aaj … lekin bas thori dair k liay, q k main jaanay waala hoon hehe
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
inn ko kuttaa panaa ho gaya hai
kissi insaan nay kaat khaayaa hai:D
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
thankoo ![]()
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
sab samjhta hoon…sab samjh raha hoon main… k q 2 paoon par hansa jaraha hay…hmmm…lagta hay kuch karna paray ga next visit par ap ka bhi :-p
lalalalalalala
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
tau iss maiN zubaan nikaalnaY waali kiYaa baat hai
?
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
Sardi Khansi na maleria howa
Main gaya yaroon mujh ko…
Kuttaria howa Kuttairia howa…bhangra
chalo sab gaoo…
Mehandi say likho Gori
Hathoon pay sakhiyoon
meri Kuttia ka naam :S…
oops yeh to kuch galat hogaya lagta hay :S sowwy :s
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
LOL ![]()
khaternaak beemari hay.. humein doorr doorr rehna chahiye ![]()