--Kuttay aur unn kay Jazbaat...

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

mey bhudhoo hi bhali :S

han bhaiyah most most welcome :smiley:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...

Viv: aa tu gayii hoon :p

Ata bhai: bus wo busy ho gayi thi na... dinner kar rahi thi angel-face itne saare replies eek

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

lol haan na iss khaternaak beemari ka ilaaj koi bhi doctor nahin ker sakta :hehe: shayed mechanic hi kuch ker lay..:halo:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

Dil cheer kay daikh tera hi naam hoga
Teri wafa Teri jafa Tera hi naam hoga…

Anwaar kia karoon main yar…kia hamain insaan honay ka haq bhi nai ? :frowning:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

:rotfl: :smack:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

ab sweet sweet keh kar chai main ghol kay nai pee jaana :-p

umm… nai chanda … its been months now I am not using msn :-(…

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

Ik kuttaY nay ik kutti kaa sahaara lay kar
Hum ghareeboN kee mohabbat kaa uRayaa hai mazaaq :teary1:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

Card bhaijo pehlay jiss par aap ka aur kiss ka naam likha ho :-p

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

akailay akailay thoons kar agaieen poora khaana moti hoonh aur hamain poocha bhi nia :frowning:
abb jao do do dafa rpely karo saaray hula

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...

ata bhai :aap ki baatein mujhey samajh nahin aateeen :S kesa card?:S

anwaar: yuck! koi hal nahin:( ata bhai aap ney anwaar ko charge ker diya hey :D

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

haan na mechanic keh raha tha k meri gari k chaar kutton main say aik kutta kharab hogaya… wo change karna parayga…main nay mana kardia ussay… keh dia k nai main main apnay kuttay say bewafai nai karoonga :frowning:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

humein pocha bhi nahin dinner ka.. :snooty:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

woh kiYaa chandaa battery cell hai :hoonh:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

To kiss nay kaha tha k gareeb bano ? hoonh
paisa kamao khoob, khoob haddian khareedo aur phaink do uss kutti kay moonh kay samnay…jao motee choooo…

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

aaj puraani raahoN say
koi kutta aawaaz naa daY
dard maiN doobi “bhow” naa daY
ghum kaa sisaktaa “aff” naa daY

:snooty:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

meri maloomaat mehdood hein is hawaley sey:snooty:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

Kia Bongi-Abadi High School say BA kia tha ? :S arrey baba shadi kay laddo wala card :-p

haan na daikho kaisa charge howa hay Anwaar, Saiqa kay style main lalalallaa hehehe

( I will go to Jannat now :wink: )

umm

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

bohat acha kiya.. :halo: becharey kuttey tou bay-moot mar jatey.. :bummer:

p.s. aaj khuaab main bhi kuttey hi aayein gey :bummer: :smack:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

How so romantic :love:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

Wo teray piaar ka Kutta
Ik bahana tha Kuttay
Apni qismatt hi kuch kutti thi
kay Kutta toot gayaya :-p