--Kuttay aur unn kay Jazbaat...

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...

kuch insaanoN maiN waisaY soonghnaY kee aadat kuttoN jaisee hotee hai:p ;-)

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

Jab bhi chahay ik nai
Soorat bana laitay hain Dog
Aik chehray par kai chehray
Laga laitay hain Dog…
Jab bhi chahyay…

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

gandey kuttey :yukh:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

that is redundant :stuck_out_tongue: no.. that is oxymoron :smiley:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

Ham jiss ko chahtay hain dil jaan nisaar kartay hain
Wo to kia, unn kay kuttay say bhi ishq kartay hain ham

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

itney burey bih nahin insaan :hoonh:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

Beh’r maiN mozu lafz nadaarid maulana saahib, taseeh mulaahizaa farmaaiYe:p

Ham jiss ko chahtay hain dil jaan nisaar kartay hain
Wo to kia, unn kay kuttay say bhi piYaar kartay hain

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

:smack: cant u call them dogs?:teary1: urdu word bohat bura lag raha hey:bummer:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

what if they say the same about us ? :frowning:
try this…

Try to love them…
Try to adore them…
Try to feed them…
Try to eat what they eat…
Try to talk to them…
Try to bark like them…
Try to be like them…
One day you will be proud on you being like them :slight_smile:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

wow now it is balanced :wink: tx

waisay filbadi main to aisay hi kuttay bhoonkoonga na lol

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...

yaar Dadda abba ider insanon kee koi care nahi karta ap kutton ko layee aye ho biche may :(

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

kiYaa kuttaa sher thaa :jhanda:

fart-e-jazbaat maiN daadaa abba kee moonchoN ko bosaa detaY huvaY samosa khaanaY wala icon

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

wow

Kia wo kuttay say Dog bann kar hamari Mohabbat pa laingay ?
Kia wo maashray main wo maqaam pa laingay jo un ka haq hay ?

Kia ham unn dhutkaarna, maarna aur dil torhna chor daingay jab wo angraizi naam rakh laiga ? Judge sahib bolain…

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

:smack: ata bhai aap ko kia hogaya hey:teary1:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

kiaa kuta reply hia :smiley:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

Lalay di jaan…insaanOn ko maro goli thishkiayoon

kabhi kutton main raho
Unn kay sath khao peo
Unn say share karo apnay dukh dard…

phir daikho…aik din ayaga jab aap bhi kutta honay par fakhar karogay :wink:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

Haan bohat aala nasal ka Kutta shair tha :wink:

ahem… jo chahay karlo lekin wo samosa mujhay day do :frowning:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

jee nahi may insan he acha hoon and i hate dogs :mad2:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

hum naa kuttoN ko moonh lagaataY haiN naa moonh lagtaY haiN :mash:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

lol kehney dein unhein.. :halo:

aur aaj aap ko kutton ka khayal kaisey aa gaya?:stuck_out_tongue:

AQ bahi ‘oxymoron’ kya hota hay? :konfused: