--Kuttay aur unn kay Jazbaat...

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

aur yooN iss thread kay 200 kuttaY replies pooraY huvaY:jhanda:

what a kuttaa thread yaar :biggthumb

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...

thankoo thankooo blushing red

aaj ham nay Kutton kay jazbaat par 200 pages ki poori aik kitaab likh di hay... aaj kay baad koi kutta , kutta-pana nai kar sakayga... yeh aik history ham nay cash ki hay ... ham iss kitaab ko W11 main baichaingay... ham Shair ko hire karaingay aur wo apni sureeli awaaz main yeh books Karachi ki busses main baichayga... hulaaaaaa...

kabhi daikha hay aisa kutta ;-)
after Kutta Club LOL

Parcham...

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

I whole heartedly disagree with the bolded part… kuttaY phir bhee kuttay hotaY haiN… inn kee dumm seedhi naheeN ho saktee..:smiley: kuttaa insaan honaY saY jaaYe laikin kuttaY pannaY saY na jaaYe :hehe:

[email=“lol@W11”]lol@W11 and shair… Shair aaYe gaa kiYaa:).. I hope yes but bet not :frowning:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

ji wo bhai jo bor ho ghe hain, tho behan bhaoin ke naqsheqadam par chal rehi hai.

or tum donom keya kutton par phd likh reh ho

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

hahahaha… haan Kuttay panay main kuch ziada hi kutta hoagaya aur kutta pana kar hi dia :wink:
I also whole phaipr_lee agree with that :wink:

yaar atleast Kutta apni nasal say to baywafai nai kata na… ab koi kutta yeh keh day k theek hay ji aaj say main kutta pana chor raha hoon to … doosray lamhay ham insaan yeh kahaingay k daikho kaisa baywafa kutta hay jiss nay kutta pana hi chor dia :frowning:

waisay dumm ko seedhi kar k aakhir karna kia hay ? kiaa futta bana hay lines khainchnay k liay ? hoonh

and… sigh… deep sigh… yeh to kuch lamhon ka bukhaar hay jo charh jaata hay … lekin phir aik kaali rah guzar hay hamesha… kaisay jagaoon ussay … samjh hi nai aata … lekin i will in your love one day…just keep me alive :-p

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

Baji yeh Kuttay hain koi Hathi nai k jin par PhD poori hojai… actually nanhi si jaan hain…choti si khaal hay inn ki… agar likhna shuroo howay to forunn hi khaal khatam hojaigi aur PhD beech rastay main hi reh jaiga na… ab agar Hathi ki bari si khaal hoti to 2-3 saal to chall hi jati…

actually ham Jinaab Kutta Sahib par aik dukh bhari daastan-e-gareeb Kutta likh rahay hain na :frowning: dua karain kay jald hi print hokar chaand sitaron par biknay lagay …

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...

ab khud kahan chaleh ghe ho, kutton ke liyeh khana banane

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...

kon AQ ? ... nai nai abhi aik Baray Maidaan main kutton ka mushaira hay na... kafi door say door say baray baray kuttay bhonknay aayay hain... suna hay k aik Mrs. Kutta bhi ayingi apnay new Ghazal k sath... to shsyad AQ un ko daikhnay...ops I mean UNN ko sunnay gayay hain :-p

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...

thoubha hai

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...

Diya baji,
zara ap AQ par nazar rakha karain... kafi mushairay sunnay laga hay...
kehta hay k wahan nai Mrs. Kutta shairi karnay aanay wali hain tum bhi chalo... main to saaf mana kardaita hoon k nai tum hi jao main shareef bacha hoon angel

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

mashallah bohat ache bahi hain, hmm bhabhi en pakar kar rakh huwa hai, kya

or yeh AQ… yeh mushaira hai kahan, ek taraf billi marne ki khawaish or doosri taraf kutton ke piche baghana, touba taouba. teek karti hoon us ko

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...

lol@bahbi nay pakra howa hehe, nai nai unn ko to kuch pata hi nai chalta ;-)

haan Diya baji,
yeh AQ apnay mohallay main rakhwaatay hains aaray mushairay taakay door na jaana paray...
aur jab raat hojati hay aur barish hoti hay to gaana gaatay hain kay!
Ay abre-karam aaj itna bars ... k wo ja na sakay smack

aur haan aap AQ ko khoob danday maar maar kar sahi karna... bhurkass nikaal daina uss ka hula...

jab tak main zara dunnia k doosray kaam karloon...
Allah hafiz baji :-)
raat ko ya kal yaheen isi jagah milaingay...waving

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...

allah hafiz jeeteh reho

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

billi tau almost mar hee gaYee hai bus abb kuttoN kay kuttaY pannaY say bachnaa hai :clown:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...

aray dogs agar achay ho na to ghar walon ke dil mein ghar kar jaatay hain..

i like my TIGER (late)

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

this message I cant decode :confused:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

mairee paRoosan ka kuttay ka bachha buhat cute hay :blush:

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...

^^ or paroosan?

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...

meray samnay wali kothii main
ikk chaand sa kutta rehta hay
afsos yeh hay wo q ham say
q kutta kutta rehtaaa hay... :-(

Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…

your last name is khan, innit?